| Singer | Sadhana Sargam |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Ganga Ki Kasam |
kaise main batau haal dil ka
kaise main batau haal dil ka
leke gaya koi karar dil ka
hoth hilte to hai bol milte nahi
aise kaise dikhau main pyar dil ka
hai rabba hai rabba
hai rabba hai rabba
hai rabba hai rabba
hai rabba hai rabba
kaise main batau haal dil ka
leke gaya koi karar dil ka
ek chaubare pe wo khada hai yaha
ek banjare se mil raha hai yaha
gale mein ek sone ki zanjeer hai
saath mein ek chhoti si samsir hai
baate karta hai pyari
wo hai mera shikari
wo to karta hai dil se sawal dil ka
hai rabba hai rabba
hai rabba hai rabba
hai rabba hai rabba
hai rabba hai rabba
kaise main batau haal dil ka
leke gaya koi karar dil ka
ped ke niche baitha wo chhaiya tale
leke banduk apni wo baiya tele
yu to usko hi dhunde nighahe sabhi
par wo mujhko hi dekhe kisi ko nahi
rang uska hai gora hai chhora
mujhse chhina hai jisne karar dil ka
hai rabba hai rabba
hai rabba hai rabba
hai rabba hai rabba
hai rabba hai rabba
kaise main batau haal dil ka
leke gaya koi karar dil ka
wo sajila rangila chale lehrati chal
sar pe pagdi bhi hai gale mein rumal
usko dhunde nazar har kisi ki yaha
yeh na jaane koi wo chhupa hai kaha
hain yeh mujhko khabar
wo gaya hain kidhar
kaha rehta hain jaane bahar dil ka
hai rabba hai rabba
hai rabba hai rabba
hai rabba hai rabba
hai rabba hai rabba
kaise main batau haal dil ka
leke gaya koi karar dil ka
hoth hilte to hai bol milte nahi
aise kaise dikhau main pyar dil ka
hai rabba hai rabba
hai rabba hai rabba
hai rabba hai rabba
hai rabba hai rabba.
Hai Rabba Hai Rabba is a popular hindi song performed by Sadhana Sargam. The song belongs to Ganga Ki Kasam and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Hai Rabba Hai Rabba is sung by sadhana sargam.
Hai Rabba Hai Rabba belongs to the album Ganga Ki Kasam.
Hai Rabba Hai Rabba is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Hai Rabba Hai Rabba online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by sadhana sargam and discover related songs on ASOM Lyrics.