| Singer | Shabbir Kumar |
| Genre | Romantic |
| Language | Hindi |
| Album | Kab Tak Chup Rahungi |
haiya haiya ho ho
aye ladki aaha ladki o ladki sapno ki
o ladki aaha ladki ladki sapno ki
arey aaj mili to aisi mili
haye pagal mujhe kar gayi
ladki aaha ladki o ladki sapno ki
o aaj mili to aisi mili
haye pagal mujhe kar gayi
haiya haiya ho ho
pav mere na padte zami pe
main to hawa mein udne laga hoon
baho mein bharke sari bahare
main aasma ko chhune laga hoon
sapno ka mere sansar hain wo
kashti meri wo patwar hain wo
dekhu jidhar bhi dekhu usiko
is par hain wo us par hai wo
aye ladki aaha ladki ladki sapno ki
o aaj mili to aisi mili
haye pagal mujhe kar gayi
haiya haiya ho ho
haye maine kabhi ye socha nahi tha
hoga kisi din aisa bhi hoga
ladki koi yun mujhse milegi
dil mera mujhko dega yu dhokha
hey kitni hain pyari ye bekarari
is dard mein bhi kitna maza hain
main bhi wahi hoon dil bhi wahi hain
sara zamana lagta naya hain
arey ladki aaha ladki ladki sapno ki
o aaj mili to aisi mili
haye pagal mujhe kar gayi
haiya haiya ho ho
sine mein dil hain dil mein hain arma
arma mein jage kaise ye tufa
tufa kisi ke roke ruke na
arma kisi ke bandhe bandhe na
jab ho kisi pe dil yun deewana
phir ye kisi ki bate sune na
magrur dil se hain wo pharishte
kya zor mera main to insa
hoye ladki aaha ladki ladki sapno ki
o ladki ladki ladki sapno ki
o aaj mili to aisi mili
haye pagal mujhe kar gayi
o ladki ladki sapno ki
o aaj mili to aisi mili
haye pagal mujhe kar gayi
haiya haiya ho ho.
Haiya Haiya Ho Ho is a popular hindi song performed by Shabbir Kumar. The song belongs to Kab Tak Chup Rahungi and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Haiya Haiya Ho Ho is sung by shabbir kumar.
Haiya Haiya Ho Ho belongs to the album Kab Tak Chup Rahungi.
Haiya Haiya Ho Ho is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Haiya Haiya Ho Ho online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shabbir kumar and discover related songs on ASOM Lyrics.