| Singer | Amit Kumar & Kavita Krishnamurthy |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Jeevan Ek Sanghursh |
hey baba re baba
hey baba re baba ye kya ho gaya
aankhe hai jagi tan so gaya
jab aa gaya nasha
to hosh kho gaya
jab aa gaya nasha
to hosh kho gaya
hey baba re baba,
baba re baba ye kya ho gaya
aankhe hai jagi tan so gaya
jab aa gaya nasha
to hosh kho gaya
jab aa gaya nasha
to hosh kho gaya
hey baba re baba
ye duniya bahki hain
ya hum hain bahke
khushboo sunayi de aao aaj mahke
pedo pe machali bsera kare
pani mein chidiyo ki dhum
sadke lachakti hai
care pighalti hai
aise mein paidal hi ghum
he baba re baba baba re
baba ye kya ho gaya
aankhe hain jagi tan so gaya
jab aa gaya nasha
to hosh kho gaya
jab aa gaya nasha
to hosh kho gaya
re baba re baba
building se lipti hai sadiya
ghodo ke aage hai gadiya
building se lipti hai sadiya
ghodo ke aage hai gadiya
raste khud chal pade
dekha kiye hum tum khade
baba re baba baba re
baba ye kya ho gaya
aankhe hai jagi tan so gaya
jab aa gaya nasha
to hosh kho gaya
jab aa gaya nasha
to hosh kho gaya
re baba re baba
kagaj ke ghar aur pathar ke kapde
sone ke hathi hain chiti ne pakde
shishe ke galiyo mein ugne lage
khambo pe joohi ke phool
ek billi roti hain tab rat hoti hain
tu aisi bate na bhul
baba re baba baba re
baba ye kya ho gaya
aankhe hain jagi tan so gaya
jab aa gaya nasha
to hosh kho gaya
jab aa gaya nasha
to hosh kho gaya
re baba re baba.
He Baba Re Baba is a popular hindi song performed by Amit Kumar & Kavita Krishnamurthy. The song belongs to Jeevan Ek Sanghursh and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
He Baba Re Baba is sung by amit kumar & kavita krishnamurthy.
He Baba Re Baba belongs to the album Jeevan Ek Sanghursh.
He Baba Re Baba is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of He Baba Re Baba online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by amit kumar & kavita krishnamurthy and discover related songs on ASOM Lyrics.