| Singer | Sadhana Sargam |
| Genre | Patriotic |
| Language | Hindi |
| Album | Jaagruti |
hey paramapeetah parameshwar
aisi jaagrati paida kar
hey paramapeetah parameshwar
aisi jaagrati paida kar
hinsa ki aag bujh jaaye
hinsa ki aag bujh jaaye
antar mein prem laharaaye
paramapita parameshwar
bhaai chaare ki baat chale
phir pooja ho maanavta ki
duniya mein naya savera ho
duniya mein naya savera ho
dhale raat ye daanavta ki
woh raam raajya phir aaye
antar mein prem laharaaye
paramapita parameshvar
khushahaali ke din hon sada
koi nirdhan anaath na hove
ganga jamuna ki dharti par
ganga jamuna ki dharti par
har maanav sukoon se sove
jab koi bhi na duhkh paaye
antar mein prem laharaaye
parampita parameshvar.
He Param Pita Parmeshwar is a popular hindi song performed by Sadhana Sargam. The song belongs to Jaagruti and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
He Param Pita Parmeshwar is sung by sadhana sargam.
He Param Pita Parmeshwar belongs to the album Jaagruti.
He Param Pita Parmeshwar is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of He Param Pita Parmeshwar online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by sadhana sargam and discover related songs on ASOM Lyrics.