| Singer | Lata Mangeshkar & Udit Narayan |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Dilwale Dulhania Le Jayenge |
na jaane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahin tha abhi kho gaya
na jaane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahin tha abhi kho gaya
na jaane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahin tha abhi kho gaya
ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
laakh karle tu inkaar sajna
ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
laakh karle tu inkaar sajna
dildar sajna hai ye pyaar sajna
ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
laakh karle tu inkaar sajna
dildar sajna hai ye pyaar sajna
dekha na tune mudke bhi peechhe
kuchh der to main ruka tha
jab dil ne tujhko rokna chaaha
door tu ja chuka tha
hua kya
na jaana
ye dil kyon
deewana
ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
laakh karle tu inkaar sajna
ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
laakh karle tu inkaar sajna
dildar sajna hai ye pyaar sajna
ay vakt rukja thamja thaharja
vaapas zara daud peechhe
main chhod aayi khud ko jahan pe
vo reh gaya mod peechhe
kahan main
kahan tu
ye kaisa
hai jaadu
arre ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
laakh karle tu inkaar sajna
ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
laakh karle tu inkaar sajna
dildar sajna hai ye pyaar sajna
na jaane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahin tha abhi kho gaya
kho gaya..kho gaya..
Ho Gaya Hai Tujhko is a popular hindi song performed by Lata Mangeshkar & Udit Narayan. The song belongs to Dilwale Dulhania Le Jayenge and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Ho Gaya Hai Tujhko is sung by lata mangeshkar & udit narayan.
Ho Gaya Hai Tujhko belongs to the album Dilwale Dulhania Le Jayenge.
Ho Gaya Hai Tujhko is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Ho Gaya Hai Tujhko online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by lata mangeshkar & udit narayan and discover related songs on ASOM Lyrics.