| Singer | No |
| Genre | Motivational |
| Language | Hindi |
| Album | Aaj Ke Angaare |
hum hain aaj ke angaarey
pyaar ke raastey hamaare
hum hain aaj ke angaarey
pyaar ke raastey hamaare
jhulm hum sahe nahi
jhulm hum kare nahi
jhulm se dare nahi
maane kabhi haar na
jhulm hum sahe nahi
jhulm hum kare nahi
jhulm se dare nahi
maane kabhi haar na
hum hain aaj ke angaarey
pyaar ke raastey hamaare hamaare
li hai kasam jo nibhayenge
jhum se ladke jaayenge
maut bhi aaye to hum na ghabhrayenge
himmat kabhi na haarenge
kismat apni sawarenge
jaan pe khel kar manzil apni paayenge
hum hain aaj ke angaarey
pyaar ke raastey hamaare hamaare
pyaar ke dilo mein jagayenge
dil na kisi ka dukhayenge
par hame chhede jo
wo na bachke na ja paayenga
kuch paapi insaan hai
paiso par kurbaan hai
pyaar mein dam hai kyaa
unko batlayenge
hum hain aaj ke angaarey angaarey
pyaar ke raastey hamaare hamaare hamaare
dekho apna desh hai
ek apna dharm hai
lahu ki ravaani
us vatan ke phool hai
us vatan ke laal hai
is vatan ke dushmano se
haar nahi maani
jhulm hum sahe nahi
jhulm hum kare nahi
jhulm se dare nahi
maane kabhi haar na
hum hain aaj ke angaarey
pyaar ke raastey hamaare hamaare
hum hain aaj ke angaarey
pyaar ke raastey hamaare
aaj ke angaarey
aaj ke angaarey
aaj ke angaarey.
Hum Hai Aaj Ke Angaare, Pyar Ke Raaste is a popular hindi song performed by No. The song belongs to Aaj Ke Angaare and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Hum Hai Aaj Ke Angaare, Pyar Ke Raaste is sung by no.
Hum Hai Aaj Ke Angaare, Pyar Ke Raaste belongs to the album Aaj Ke Angaare.
Hum Hai Aaj Ke Angaare, Pyar Ke Raaste is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Hum Hai Aaj Ke Angaare, Pyar Ke Raaste online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by no and discover related songs on ASOM Lyrics.