| Singer | Sonu Nigam |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Aur Pyaar Ho Gaya |
humse rahoge kya hamesha khafa
maaf bhi kardo jaana
maan to li hai humne apni khata
maaf bhi kardo jaana
dekho ye gussa chhodo
ab tum ye kissa chhodo
dekho ye gussa chhodo
ab tum ye kissa chhodo
hum hain sharminda galti hogi na aindaa
humse rahoge kya hamesha khafa
maaf bhi kardo jaana
dekho ye gussa chhodo
ab tum ye kissa chhodo
dekho ye gussa chhodo
ab tum ye kissa chhodo
hum hain sharminda galti hogi na aindaa
humse rahoge kya hamesha khafa
maaf bhi kardo jaana
maan bhi jaao suno tumko kasam hai
kaisi ye zidd hai kaisa sitamb hai
milte ho jo kahin
dekhte bhi nahin
maan bhi jaao suno tumko kasam hai
kaisi ye zidd hai kaisa sitam hai
milte ho jo kahin
dekhte bhi nahin
aisa bhi roothna kya bhala
dekho to ek nazar tum zara
aisa bhi roothna kya bhala
dekho to ek nazar tum zara
jo tum pe marta hai uska hai ab haal kya
dekho ye gussa chhodo
ab tum ye kissa chhodo
dekho ye gussa chhodo
ab tum ye kissa chhodo
hum hain sharminda galti hogi na aindaa
humse rahoge kya hamesha khafa
maaf bhi kardo jaana
aise nikalo nahin tum humein dil se
chaahne waale milte hain mushkil se
socho zara meherbaan
paaoge humsa kahan
aise nikalo nahin tum humein dil se
chaahne waale milte hain mushkil se
socho zara meherbaan
paaoge humsa kahan
chhodo bhi tum ye naaraazgi
aao bhi karlein hum dosti
chhodo bhi tum ye naaraazgi
aao bhi karlein hum dosti
ab jaane bhi do ki jo bhi hua so hua
dekho ye gussa chhodo
ab tum ye kissa chhodo
dekho ye gussa chhodo
ab tum ye kissa chhodo
hum hain sharminda galti hogi na aindaa
humse rahoge kya hamesha khafa
maaf bhi kardo jaana
dekho ye gussa chhodo
ab tum ye kissa chhodo
dekho ye gussa chhodo
ab tum ye kissa chhodo
hum hain sharminda galti hogi na aindaa
humse rahoge kya hamesha khafa
maaf bhi kardo jaana.
Humse Rahoge Kya Hamesha is a popular hindi song performed by Sonu Nigam. The song belongs to Aur Pyaar Ho Gaya and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Humse Rahoge Kya Hamesha is sung by sonu nigam.
Humse Rahoge Kya Hamesha belongs to the album Aur Pyaar Ho Gaya.
Humse Rahoge Kya Hamesha is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Humse Rahoge Kya Hamesha online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by sonu nigam and discover related songs on ASOM Lyrics.