| Singer | Jaspinder Narula & Sonu Nigam |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Bulandi |
yeh dil deewana aashiq purana yaaro
yeh aashiqana mausam suhana yaaro
yeh dil deewana aashiq purana yaaro
yeh aashiqana mausam suhana yaaro
kaun hamesha rehta hai
machal ke yeh dil kehta hai
tadap tadap ke yu hee na mar jana
ho koi hungama hungama ho jaaye
ho koi hungama hungama ho jaaye
ho koi hungama hungama ho jaaye
ho koi hungama hungama ho jaaye
yeh dil deewana aashiq purana yaaro
yeh aashiqana mausam suhana yaaro
yeh dil deewana aashiq purana yaaro
yeh aashiqana mausam suhana yaaro
kaun hamesha rehta hai
machal ke yeh dil kehta hai
tadap tadap ke yu hee na mar jana
ho koi hungama hungama ho jaaye
ho koi hungama hungama ho jaaye
ho koi hungama hungama ho jaaye
ho koi hungama hungama ho jaaye
tere jaisa mere jaisa koi duja hai kaha
tere jaisa mere jaisa koi duja hai kaha
dil to sare dete hain humne dee
tujhko yeh jaan
samajho matlab hamara
rut ka hai yeh ishara
samajho matlab hamara
rut ka hai yeh ishara
pyar hazaaro karte hain
hum to jite marte hain
dekh dekh ke tumko bas o jana
ho koi hungama hungama ho jaaye
ho koi hungama hungama ho jaaye
ho koi hungama hungama ho jaaye
ho koi hungama hungama ho jaaye
thode se yeh pyar ke din hain
thodee see hain raate
thode se yeh pyar ke din hain
thodee see hain raate
aisa naa ho dil mein hee
reh jaaye dil kee baate
aa zara mil ke dekhe
phulo sa khil ke dekhe
aa zara mil ke dekhe
phulo sa khil ke dekhe
duniya ne to roka hai
kadam kadam pe toka hai
prem gali mein dhokha hai na jana
ho koi hungama hungama ho jaaye
ho koi hungama hungama ho jaaye
ho koi hungama hungama ho jaaye
ho koi hungama hungama ho jaaye
yeh dil deewana aashiq purana yaaro
yeh aashiqana mausam suhana yaaro
yeh dil deewana aashiq purana yaaro
yeh aashiqana mausam suhana yaaro
kaun hamesha rehta hai
machal ke yeh dil kehta hai
tadap tadap ke yu hee na mar jana
ho koi hungama hungama ho jaaye
ho koi hungama hungama ho jaaye
ho koi hungama hungama ho jaaye
ho koi hungama hungama ho jaaye.
Hungama Ho Jaaye is a popular hindi song performed by Jaspinder Narula & Sonu Nigam. The song belongs to Bulandi and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Hungama Ho Jaaye is sung by jaspinder narula & sonu nigam.
Hungama Ho Jaaye belongs to the album Bulandi.
Hungama Ho Jaaye is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Hungama Ho Jaaye online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by jaspinder narula & sonu nigam and discover related songs on ASOM Lyrics.