ishq hasata hai

ishq hasata hai lyrics

Poster ishq hasata hai

ishq hasata hai

lyrics/Album : Muskaan
Details
Singer Sonu Nigam & Anuradha Paudwal
Genre Sad
Language Hindi
Album Muskaan
Poster ishq hasata hai
play
Lyrics

ishq hansaata hai, ishq rulaata hai

ishq deewaana yahan sab ko banaata hai


kisi ki yaad rehti hai, kisi ka khayaal hota hai

ishq mein aksar logon ko bura haal hota hai


yeh ishq ishq hai ishq, yeh ishq ishq hai ishq

yeh ishq ishq hai ishq, yeh ishq ishq hai ishq


ishq hansaata hai, ishq rulaata hai

ishq hansaata hai, ishq rulaata hai

ishq deewaana yahan sab ko banaata hai

ishq bina kahin chain na aata hai

ishq bina kahin chain na aata hai

dil rokeya bada ve, tokeya bada ve

ishq ne dil ki na maani, na maani

dil rokeya bada ve, tokeya bada ve

ishq ne dil ki na maani

ishq hansaata hai, ishq rulaata hai

ishq deewaana yahan sab ko banaata hai

ishq bina kahin chain na aata hai

ishq bina kahin chain na aata hai

dil rokeya bada ve, tokeya bada ve

ishq ne dil ki na maani, na maani

dil rokeya bada ve, tokeya bada ve

ishq ne dil ki na maani

koi humko sirf yeh bata de

tanhaai kyoon mile ishq mein

koi humko sirf yeh bata de

tanhaai kyoon mile ishq mein

ek chot si lagi dil pe, poochho na kya hua

aankhon mein hai chhupe aansu, honton pe hai bas dua

dil rokeya bada ve, tokeya bada ve

ishq ne dil ki na maani, na maani

dil rokeya bada ve, tokeya bada ve

ishq ne dil ki na maani

har pal rehti badi beqaraari

koi kaise jeeye yaar bin

ho, har pal rehti badi beqaraari

koi kaise jeeye yaar bin

anjaane mein deewaanon se hoti hai yeh khata

manzil milegi kab kaise kisko yahan hai pata

dil rokeya bada ve, tokeya bada ve

ishq ne dil ki na maani, na maani

dil rokeya bada ve, tokeya bada ve

ishq ne dil ki na maani


ishq hansaata hai, ishq rulaata hai

ishq deewaana yahan sab ko banaata hai

ishq bina kahin chain na aata hai

ishq bina kahin chain na aata hai

dil rokeya bada ve, tokeya bada ve

ishq ne dil ki na maani, na maani

dil rokeya bada ve, tokeya bada ve

ishq ne dil ki na maani


jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke

o jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke

tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya


jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke

tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya

tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya

na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya

na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya


ishq hansaata hai, ishq rulaata hai

ishq deewaana yahan sab ko banaata hai

ishq hansaata hai, ishq rulaata hai

ishq deewaana yahan sab ko banaata hai.


Ishq Hasata Hai Lyrics Meaning

Ishq Hasata Hai is a popular hindi song performed by Sonu Nigam & Anuradha Paudwal. The song belongs to Muskaan and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.

Frequently Asked Questions

Who sang Ishq Hasata Hai?

Ishq Hasata Hai is sung by sonu nigam & anuradha paudwal.

Which album contains Ishq Hasata Hai?

Ishq Hasata Hai belongs to the album Muskaan.

What language is Ishq Hasata Hai?

Ishq Hasata Hai is a hindi song.

Can I read Ishq Hasata Hai lyrics online?

Yes, you can read the complete lyrics of Ishq Hasata Hai online on ASOM Lyrics.

Where can I find more songs by sonu nigam & anuradha paudwal?

You can browse more lyrics by sonu nigam & anuradha paudwal and discover related songs on ASOM Lyrics.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Disclaimer: ASOM Lyrics provides song lyrics for educational, informational and personal use purposes only. All song lyrics, artist names, album names and related trademarks belong to their respective owners.

Copyright Notice: If you are a copyright owner or authorized representative and believe that any content on this website infringes your rights, please contact us through our DMCA page. We will review and take appropriate action promptly.