| Singer | Kishore Kumar |
| Genre | Old Songs Hindi Lyrics |
| Language | Hindi |
इससे पहले के याद तू आये
मेरी आँखों में फिर लहू आये
तुझसे रिश्ता मैं तोड़ जाऊँगा
मैं तेरा शहर छोड़ जाऊंगा
मैं तेरा शहर छोड़ जाऊंगा
मुझको ग़म हैं तेरी जुदाई का
रंज हैं अपनी बेवफाई का
अपने वादे से फिर गया हूँ मैं
अपनी नज़रों से गिर गया हूँ मैं
इससे पहले कि तू मुझे छोड़े
मुझको ठुकराये मेरा दिल तोड़े
अपना दिल खुद मैं तोड़ जाऊँगा
मैं तेरा शहर छोड़ जाऊंगा
मैं तेरा शहर छोड़ जाऊंगा
तेरा मुजरिम मैं तेरा हरजाई
साथ ले जाऊँगा ये रुसवाई
दाग दामन से ये मिटा दूंगा
खुद को इतनी बड़ी सज़ा दूंगा
इससे पहले की लोग ताने दे
तेरे आंसू न मुझको जाने दे
ये ताल्लुक मैं तोड़ जाऊँगा
मैं तेरा शहर छोड़ जाऊंगा
मैं तेरा शहर छोड़ जाऊंगा
हाँ मेरा इंतज़ार तो होगा
अब भी कुछ ऐतबार तो होगा
तू खुला छोड़ देगी दरवाज़ा
पर गलत है ये तेरा अंदाज़ा
इससे पहले की आह दिल भर दे
सब गुनाहों को माफ़ तू कर दे
ये भरम भी मैं तोड़ जाऊँगा
मैं तेरा शहर छोड़ जाऊंगा
मैं तेरा शहर छोड़ जाऊंगा
इससे पहले के याद तू आये
मेरी आँखों में फिर लहू आये
तुझसे रिश्ता मैं तोड़ जाऊँगा
मैं तेरा शहर छोड़ जाऊंगा
मैं तेरा शहर छोड़ जाऊंगा
Is se pahle ke yaad tu aaye
Meri aankho mein phir lahu aaye
Tujh se rishta main tod jaunga
Main tera shahar chhod jaunga
Main tera shahar chhod jaunga
Is se pahle ke yaad tu aaye
Meri aankho mein phir lahu aaye
Tujh se rishta main tod jaunga
Main tera shehar chhod jaunga
Main tera shehar chhod jaunga
Mujhko gam hain teri judaai Ka
Ranj hain apni bewafai ka
Apne vade se phir gaya hoon mein
Apni nazaro se gir gayaa hoon main
Isse pahale ki tu mujhe chhode
Mujhko thukaraaye mera dil tode
Apnaa dil khud main tod jaunga
Main tera shehar chhod jaunga
Main tera shehar chhod jaunga
Tera muzarim main tera harajaai
Saath le jaunga ye rusavaai
Daag daaman se ye mitaa dungaa
Khud ko itni badi sazaa dungaa
Isse pahale ki log taane de
Tere aansoo na mujhako jaane de
Ye taalluk main tod jaunga
Main tera shahar chhod jaunga
Main tera shahar chhod jaunga
Haan meraa intazaar to hoga
Ab bhi kuchh aitbaar to hoga
Tu khulaa chhod degi darwaaza
Par galat hai ye tera andaza
Isase pahale ki aah dil bhar de
Sab gunaaho ko maaf tu kar de
Ye bharam bhi main tod jaunga
Main tera shahar chhod jaunga
Main tera shahar chhod jaunga
Is se pahle ke yaad tu aaye
Meri aankho mein phir lahu aaye
Tujh se rishta main tod jaunga
Main tera shahar chhod jaunga
Main tera shahar chhod jaunga
See music video of.
इससे पहले के याद तू आये Isse Pahle Ke Yaad Tu Aaye Lyrics In Hindi – Kishore Kumar | Nazrana (1987) is a popular hindi song performed by Kishore Kumar. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
इससे पहले के याद तू आये Isse Pahle Ke Yaad Tu Aaye Lyrics In Hindi – Kishore Kumar | Nazrana (1987) is sung by Kishore Kumar.
Album information for इससे पहले के याद तू आये Isse Pahle Ke Yaad Tu Aaye Lyrics In Hindi – Kishore Kumar | Nazrana (1987) is currently unavailable.
इससे पहले के याद तू आये Isse Pahle Ke Yaad Tu Aaye Lyrics In Hindi – Kishore Kumar | Nazrana (1987) is a Hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of इससे पहले के याद तू आये Isse Pahle Ke Yaad Tu Aaye Lyrics In Hindi – Kishore Kumar | Nazrana (1987) online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by Kishore Kumar and discover related songs on ASOM Lyrics.