| Singer | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri, |
| Language | Bollywood |
Jaane kahaan meraa jigar gayaa ji
Abhi abhi yahin thaa kidhar gayaa ji
Kisi ki adaaon pe mar gayaa ji
Badi badi ankhiyon se dar gayaa ji
Are jaane kahaan meraa jigar gayaa ji
Abhi abhi yahin thaa kidhar gayaa ji
Kisi ki adaaon pe mar gayaa ji
Badi badi ankhiyon se dar gayaa ji
Kahin maare dar ke chuhaa to nahin ho gayaa
Kahin maare dar ke chuhaa to nahin ho gayaa
Kone kone dekhaa na jaane kahaan kho gayaa
Kone kone dekhaa na jaane kahaan kho gayaa
Yahan use laae kaahe ko binaa kaam re
Jaldi jaldi dhuundho ke hone lagii shaam re
Yahan use laae kaahe ko binaa kaam re
Jaldi jaldi dhuundho ke hone lagii shaam re
Jaane kahaan meraa jigar gayaa ji
Abhi abhi yahiin thaa kidhar gayaa ji
Kisi ki adaaon pe mar gayaa ji
Badi badi ankhiyon se dar gayaa ji
Koi ulfat ki nazar zaraa pher de
Koi ulfat ki nazar zaraa pher de
Lele do chaar aane jigar meraa pher de
Lele do chaar aane jigar meraa pher de
Aise nahin chorii khulegii takaraar se
Chalo chalo thaane bataaein jamaadaar se
Aise nahin chorii khulegii takaraar se
Chalo chalo thaane bataaein jamaadaar se
Jaane kahaan meraa jigar gayaa ji
Abhi abhi yahiin thaa kidhar gayaa ji
Kisi ki adaaon pe mar gayaa ji
Badi badi ankhiyon se dar gayaa ji
Sachchi sachchi kah do dikhaao nahin chaal re
Sachchi sachchi kah do dikhaao nahin chaal re
Tune to nahin hain churaayaa meraa maal re
Tune to nahin hain churaayaa meraa maal re
Baaten hain nazar ki nazar se samajhaaungii
Pahale pado paiyaan to phir batalaaungii
Baaten hain nazar ki nazar se samajhaaungii
Pahale pado paiyaan to phir batalaaungii
Jaane kahaan meraa jigar gayaa ji
Abhi abhi yahiin thaa kidhar gayaa ji
Kisi ki adaaon pe mar gayaa ji
Badi badi ankhiyon se dar gayaa ji
Are jaane kahaan meraa jigar gayaa ji
Abhi abhi yahiin thaa kidhar gayaa ji
Kisi ki adaaon pe mar gayaa ji
Badi badi ankhiyon se dar gayaa ji.
Muic Video Of: Jaane Kahan Mera Jigar Gaya Ji
Jaane Kahan Mera Jigar Gaya Ji is a popular bollywood song performed by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri,. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Jaane Kahan Mera Jigar Gaya Ji is sung by geeta ghosh roy chowdhuri,.
Album information for Jaane Kahan Mera Jigar Gaya Ji is currently unavailable.
Jaane Kahan Mera Jigar Gaya Ji is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Jaane Kahan Mera Jigar Gaya Ji online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by geeta ghosh roy chowdhuri, and discover related songs on ASOM Lyrics.