| Singer | Arijit Singh |
| Album | Chhaava |
Jaane Tu Jaanun Main
Meri Jaan Tu Hi Thi Tu Hi Hai
Yeh Saansein Kya Saansein
Inka Aana Jaana Yoon Hi Hai
Meri Jaan Tu Hai
Tu Thi Haan Tu Hai
Jaane Tu Jaanun Main
Tere Honthon
Honthon Pe Vaade Mere
Tere Honthon
Honthon Pe Baatein Meri
Chain Jaisa Tera Khayal
Dheere Dheere Aaye
Mere Honthon
Honthon Pe Vaade Tere
Mere Honthon
Honthon Pe Baatein Teri
Lafz Mere Lena Sambhaal
Inmein Tere Saaye
Dekho Kya Kya Batayein
Baagi Hawayein
Dheeme Suron Mein Gaaye Ho..
Jaane Tu Jaanun Main
Meri Jaan Tu Hi Thi Tu Hi Hai
Yeh Saansein Kya Saansein
Inka Aana Jaana Yoon Hi Hai
Meri Jaan Tu Hai
Haan Ji Haan Tu Hai
Kya Dard Hai, Kya Chot Hai
Tere Khayal Mein Hoon
Mujhko Na Hosh Hai
Tu Saath Hai Mere
Lahu Mein Hai Khushi
Maine Na Tootna
Main Vaada Hoon Tumhara
Tumhara
Jaane Tu is a popular song performed by Arijit Singh. The song belongs to Chhaava and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Jaane Tu is sung by Arijit Singh.
Jaane Tu belongs to the album Chhaava.
Jaane Tu is a Unknown song.
Yes, you can read the complete lyrics of Jaane Tu online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by Arijit Singh and discover related songs on ASOM Lyrics.