| Singer | Kumar Sanu & Alka Yagnik |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Ghulam |
jaadu hai tera hi jaadu
jo mere dil pe chhane laga
jaadu hai tera hi jaadu
jo mere dil pe chhane laga
deewaane mere yeh
toh bata kya kiya tune
mitha sa dard hone laga
yeh kya huwa pehle
na aisa hota tha main hun
kahaan main jaanu na
yeh kya huwa pehle
na aisa hota tha main hun
kahaan main jaanu na
koi mujhe itana bata de
ghar ka mere mujhko pata de
jaadu hai tera hi jaadu
jo mere dil pe chhane laga
deewaane mere yeh
toh bata kya kiya tune
mitha sa dard hone laga
yeh kya huwa pehle
na aisa hota tha main hun
kahaan main jaanu na
yeh kya huwa pehle
na aisa hota tha main hun
kahaan main jaanu na
koi mujhe itana bata de
ghar ka mere mujhko pata de
maine toh yeh jaana na
hota hai kya intzaar
mera dil kyun maane na
mujhko toh ho gaya hai pyaar
main chain se pehle raaton
ko soti thi tune meri nindein luti
main chain se pehle raaton
ko soti thi tune meri nindein luti
yeh rog kya tune lagaaya
deewaanapan kaisa jagaaya
jaadu hai tera hi jaadu jo
mere dil pe chhane laga
o jaana meri yeh
toh bata kya kiya tune
mitha sa dard hone laga
yeh kya huwa pehle
na aisa hota tha main hun
kahaan main jaanu na
yeh kya huwa pehle
na aisa hota tha main hun
kahaan main jaanu na
koi mujhe itana bata de
ghar ka mere mujhko pata de
jaaneman o jaaneja
kya hai iraada bata
chhune de in honton
ko honton se mere zara
kya khub hai main bhi
kaisa deewaana tha kyun
ishq se anjaana tha
kya khub hai main bhi
kaisa deewaana tha kyun
ishq se anjaana tha
paagal mujhe tune banaaya
chaahat hai kya mujhko bataaya
jaadu hai tera hi jaadu jo
mere dil pe chhane laga
jaadu hai tera hi jaadu jo
mere dil pe chhane laga
deewaane mere yeh
toh bata kya kiya tune
mitha sa dard hone laga
yeh kya huwa pehle
na aisa hota tha main hun
kahaan main jaanu na
yeh kya huwa pehle
na aisa hota tha main hun
kahaan main jaanu na
koi mujhe itana bata de
ghar ka mere mujhko pata de.
Jadu Hai Tera Hi Jadu is a popular hindi song performed by Kumar Sanu & Alka Yagnik. The song belongs to Ghulam and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Jadu Hai Tera Hi Jadu is sung by kumar sanu & alka yagnik.
Jadu Hai Tera Hi Jadu belongs to the album Ghulam.
Jadu Hai Tera Hi Jadu is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Jadu Hai Tera Hi Jadu online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kumar sanu & alka yagnik and discover related songs on ASOM Lyrics.