| Language | Hindi |
guchup sa kyu hai tu ye bata
kuch to hansi ko de jagah
bewajah bewajah
khoye khoye beparwah ho
baato baato mein subah ho
lamho ko le saja
nahi hai tu tanha
chalu main wahan
jaha tu chala
chalu main wahan
jahaan tu chala
samjha bujha ke dekhte hai
din dopehari sekte hai
chal buney nayi kahaniyan
beiraado sadko pe
tareekho ko ko dhakelte hai
chal waha jaha na ho gaya
chalu main wahan
kaisa bhi sama
jaha tu chala
rahu saath sada
chalu main wahan
kaisa bhi sama
jaha tu chala
rahu saath sada
kaisa bhi sama rahu saath sada
Jahaan Tu Chala Lyrics – Jasleen Royal is a popular hindi song Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Jahaan Tu Chala Lyrics – Jasleen Royal is sung by the artist.
Album information for Jahaan Tu Chala Lyrics – Jasleen Royal is currently unavailable.
Jahaan Tu Chala Lyrics – Jasleen Royal is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Jahaan Tu Chala Lyrics – Jasleen Royal online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by the artist and discover related songs on ASOM Lyrics.