jhalak

jhalak lyrics

Details
Singer Abhijeet Bhattacharya, Kumar Sanu & Alka Yagnik
Genre Love
Language Hindi
Album Janam Kundli
Poster jhalak
play
Lyrics

labz khamosh rehate hain

nazar se kaam hota hain

isi mahol ka shayad

mohabbat naam hota hain

dilo ki deewangi had se ghuzar jaati hain

na is pal chain na

uss ghadi aaram ho ta hain


dil deewana maane na

jaane na kuchh jaane na

dil deewana maane na

jaane na kuchh jaane na

ab kahin bhi aaye na karaar

ho gaya hain mujhko tujhse pyaar

ab kahin bhi aaye na karaar

ho gaya hain mujhko tujhse pyaar

tu dhadkan pahechaane na


dil deewana maane na

jaane na kuchh jaane na

dil deewana maane na

jaane na kuchh jaane na

ab kahin bhi aaye na karaar

ho gaya hain mujhko tujhse pyaar

ab kahin bhi aaye na karaar

ho gaya hain mujhko tujhse pyaar

tu dhadkan pahechaane na

dil deewana maane na

jaane na kuchh jaane na

dil deewana maane na

jaane na kuchh jaane na


jo dil na maane usse yun manaiye

muskurake ultra ka sangeet sunaiye

yakeenan maan jayega aapka manmeet

kyun ki ye hain janam kundali ka sangeet


pyaar ho gaya pyaar ho gaya

pyaar ho gaya pyaar ho gaya

dil tujhpe fidda pehali baar ho gaya

tujhse nazare mili bekaraar ho gaya

dil tujhpe fidda pehali baar ho gaya

tujhse nazare mili bekaraar ho gaya


ab toh mushkil ab toh mushkil

ab toh mushkil bada intzaar ho gaya

tujhse nazare mili bekaraar ho gaya

dil tujhpe fidda pehali baar ho gaya

tujhse nazare mili bekaraar ho gaya

pyaar ho gaya pyaar ho gaya

pyaar ho gaya pyaar ho gaya


agar barsaat na hoti

agar barsaat na hoti to dil ki baat na hoti

agar barsaat na hoti to dil ki baat na hoti

hum reh jaate pyaase pyaase

mulakaat na hoti

agar barsaat na hoti to dil ki baat na hoti

agar barsaat na hoti to dil ki baat na hoti

hum reh jaate pyaase pyaase

mulakaat na hoti

agar barsaat na hoti to dil ki baat na hoti

agar barsaat na hoti to dil ki baat na hoti


love love love kiya nahi

dil dil dil diya nahi

love love love kiya nahi achha

dil dil dil diya nahi kyun

pyar ki baate hum nahi jaane

aao na jaao na dekho tadpaaona

deewana pan chhodo sanam

deewana pan chhodo sanam

love love love kiya nahi

dil dil dil diya nahi

love love love kiya nahi achha

dil dil dil diya nahi kyun.


Jhalak Lyrics Meaning

Jhalak is a popular hindi song performed by Abhijeet Bhattacharya, Kumar Sanu & Alka Yagnik. The song belongs to Janam Kundli and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.

Frequently Asked Questions

Who sang Jhalak?

Jhalak is sung by abhijeet bhattacharya, kumar sanu & alka yagnik.

Which album contains Jhalak?

Jhalak belongs to the album Janam Kundli.

What language is Jhalak?

Jhalak is a hindi song.

Can I read Jhalak lyrics online?

Yes, you can read the complete lyrics of Jhalak online on ASOM Lyrics.

Where can I find more songs by abhijeet bhattacharya, kumar sanu & alka yagnik?

You can browse more lyrics by abhijeet bhattacharya, kumar sanu & alka yagnik and discover related songs on ASOM Lyrics.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Disclaimer: ASOM Lyrics provides song lyrics for educational, informational and personal use purposes only. All song lyrics, artist names, album names and related trademarks belong to their respective owners.

Copyright Notice: If you are a copyright owner or authorized representative and believe that any content on this website infringes your rights, please contact us through our DMCA page. We will review and take appropriate action promptly.