| Singer | Kishore Kumar |
| Language | Hindi |
| Album | Pyaar Ka Mandir |
teri to teri to teri to
jhopad patti zindabad
unchi haweli murdabaad
are jhopad patti zindabad
unchi haweli murdabaad
mehnat waale zindabad
daulat waale murdabaad
tumne phoonke ghar hamare
tumne phoonke ghar hamare
aatash baazi chhod ke
hum tumhare mahelo ko
rakh denge tod phod ke
jhopad patti zindabad
unchi haweli murdabaad
mehnat waale zindabad
daulat waale murdabaad
raawan tere bangle par
khadi raam ki sena hai
apne toote hue dilo ka
badla ham ko lena hai
har ek khidki
har ek darwaza
har ek khidki
har ek darwaze ka sisha tod ke
jhopad patti zindabad
unchi haweli murdabaad
are jhopad patti zindabad
unchi haweli murdabaad
mehnat waale zindabad
daulat waale murdabaad
tumko sabakh sikhayenge
zhoomenge naachenge gaayenge
are tumko sabakh sikhayenge
zhoomenge naachenge gaayenge
damadam mast calandar
ali da pahela nambar
tumne jasn manaya hoga
hum bhi jasn manayenge
aaha zhoom barabar zhoom saraabi
zhoom barabar zhoom
haath tumhare todenge hum
ungaliyan marod ke
jhopad patti zindabad
unchi haweli murdabaad
are mehnat waale zindabad
daulat waale murdabaad
tumne phoonke ghar hamare
aatash baazi chhod ke
hum tumhare mahelo ko
rakh denge tod phod ke
jhopad patti zindabad
unchi haweli murdabaad
are mehnat waale zindabad
daulat waale murdabaad
jhopad patti zindabad
unchi haweli murdabaad
are mehnat waale zindabad
daulat waale murdabaad.
Jhopad Patti Zindabad is a popular hindi song performed by Kishore Kumar. The song belongs to Pyaar Ka Mandir and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Jhopad Patti Zindabad is sung by kishore kumar.
Jhopad Patti Zindabad belongs to the album Pyaar Ka Mandir.
Jhopad Patti Zindabad is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Jhopad Patti Zindabad online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kishore kumar and discover related songs on ASOM Lyrics.