| Singer | Udit Narayan, Sonu Nigam & Alka Yagnik |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Awara Paagal Deewana |
jise hasna rona hai
woh pyaar kare
jise paagal hona hai
woh pyaar kare
jise paana khona hai
woh pyaar kare
har sitam jo sahe dard
aur gham jo sahe
meri jaan woh pyaar kare
jise hasna rona hai
woh pyaar kare
jise paagal hona hai
woh pyaar kare
kabhi dil is mein tadpe
kabhi is mein mile aaraam
kabhi naam hua is mein
kabhi is mein hue badnaam
kabhi dil is mein tadpe
kabhi is mein mile aaraam
kabhi naam hua is mein
kabhi is mein hue badnaam
ek pal ka milan is mein
barson ki judaai hai
is mein rang rangaliyan
hai is mein tanhaayi hai
is mein rang rangaliyan
hai is mein tanhaayi hai
jise hasna rona hai
woh pyaar kare
jise paagal hona hai
woh pyaar kare
har sitam jo sahe dard
aur gham jo sahe
meri jaan woh pyaar kare
jise hasna rona hai
woh pyaar kare
jise paagal hona hai
woh pyaar kare
phoolon ki sej bhi hai
kaanto ka bistar bhi
jeene ka mazaa hai to
hai marne ka darr bhi
phoolon ki sej bhi hai
kaanto ka bistar bhi
jeene ka mazaa hai to
hai marne ka darr bhi
hote hai khafa rab se
jag se lad jaate hai
jo iske deewane hai
suli chad jaate hai
jo iske deewane hai
suli chad jaate hai
jise khwaab sajana
hai woh pyaar kare
jise paagal hona hai
woh pyaar kare
jise paana khona hai
woh pyaar kare
har sitam jo sahe dard
aur gham jo sahe
meri jaan woh pyaar kare
jise hasna rona hai
woh pyaar kare
jise paagal hona hai
woh pyaar kare
jise paana khona hai
woh pyaar kare.
Jise Hasna Rona is a popular hindi song performed by Udit Narayan, Sonu Nigam & Alka Yagnik. The song belongs to Awara Paagal Deewana and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Jise Hasna Rona is sung by udit narayan, sonu nigam & alka yagnik.
Jise Hasna Rona belongs to the album Awara Paagal Deewana.
Jise Hasna Rona is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Jise Hasna Rona online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by udit narayan, sonu nigam & alka yagnik and discover related songs on ASOM Lyrics.