| Singer | Anu Malik |
| Language | Hindi |
| Album | Dana Paani |
aaj jo iski halat hain
kal ho sakti hain tumhari
ghar mein agar rah jaye bethi
beti ya bahen kunwari
jiski bitiya badi ho gayi
uski khatiya khadi ho gayi
jiski bitiya badi ho gayi
uski khatiya khadi ho gayi
ghar ki baat hain ye
sabke hi sath hain
kahata hu baat mein sachi sachi
jiski bitiya badi ho gayi
uski khatiya khadi ho gayi
jiski bitiya badi ho gayi
uski khatiya khadi ho gayi
jisne bhi shadi karli
khana abadi karli
aayi phir aisi ghadi
bibi ki ghod bari
beti jo paida huyi
ghar mein dhum machi
logo ne di badayi
ghar mein laxmi aayi
naaj se palne lagi
paanv vo chalane lagi
likha padhaya usse
kabil banaya usse
bachpan ne di jawni
phir aayi ruth suhani
oh o o o ooo
itne mein maa aake boli
beti ki shadi karlo
gulchadi uljadi ho gayi
meri bitiya badi ho gayi
jiski bitiya badi ho gayi
uski khatiya khadi ho gayi
ho gayi re baba
rista na aaye nazar
dunde vo idhar udhar
chup chup rahene laga
duniya se kahane laga
ladka batao bhai
paigham lao bhai
koi na kaam aaya
itne mein mama aaya
oh mama ji tusi kithe si kithe si
mama oh mama
ek paigam laya
usne ladka bataya
ladka mila to acha
lekin akal ka kacha
usne muh jo khola
sirf ek sabad bhola
dahej
scooter tv vedio
frij aur paisa
shadi tijarat hui
ek musibat hui
jao udhar lao
lao ji maal lao
aise koi ladki kya de
najo se jo hai pali
maal agar na de to
samjo phir vo jhali
samjo phir jhali
samjo phir vo jhali
samjo phir jhali
koi to neka mile
koi humdard mile
na le dahej koi
aisa koi mard mile
aisa koi mard mile
are aisa koi mard milega bapu
nahi malese bapu nahi malese
haye musibat khadi ho gayi
jiski bitiya badi ho gayi
jiski bitiya badi ho gayi
uski khatiya khadi ho gayi
ghar ghar ki baat hain ye
sabke hi sath hai
kaheta hoon bat mein sachi sachi
jiski bitiya jiski bitiya badi ho gayi
uski katiya khadi ho gayi
jiski bitiya badi ho gayi
uski katiya khadi ho gayi.
Jiski Bitiya Badi Ho Gayi is a popular hindi song performed by Anu Malik. The song belongs to Dana Paani and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Jiski Bitiya Badi Ho Gayi is sung by anu malik.
Jiski Bitiya Badi Ho Gayi belongs to the album Dana Paani.
Jiski Bitiya Badi Ho Gayi is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Jiski Bitiya Badi Ho Gayi online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by anu malik and discover related songs on ASOM Lyrics.