kabhi to mohabbat kabhi to ladaai

kabhi to mohabbat kabhi to ladaai lyrics

Poster kabhi to mohabbat kabhi to ladaai

kabhi to mohabbat kabhi to ladaai

lyrics/Album : Zulm-o-sitam
Details
Singer Shabbir Kumar & Vijeta Pandit
Language Hindi
Album Zulm-o-sitam
Poster kabhi to mohabbat kabhi to ladaai
play
Lyrics

kabhi to mohabbat kabhi to ladaai

karun kyaa tumhaara duhaai duhaai

kabhi to mohabbat kabhi to ladaai

karun kyaa tumhaara duhaai duhaai

kabhi to karela kabhi rasmalaai

karun kyaa tumhaara duhaai duhaai


teri chahat ne luta tere waadon ne luta

banda main seedha sada

tere jalwon ne luta

tera andaaz tauba

teri rangat hai tauba

tere nakhare yeh tauba

tera gussa yeh tauba

kabhi dard do tum kabhi do dawaai

karun kyaa tumhaara duhaai duhaai

kabhi to mohabbat kabhi to ladaai

karun kyaa tumhaara duhaai duhaai


ruthane waale maan bhi jaa

pyaar ka woh sang yun na gawaah

saari duniya ek taraf ek taraf tu jaane wafa

tere gaano ki kasam tere baalo ki kasam

main deewana hoon tera

saari kasmo ki kasam

kabhi dil jalaana kabhi dil ruhaai

karun kyaa tumhaara duhaai duhaai

kabhi to mohabbat kabhi to ladaai

karun kyaa tumhaara duhaai duhaai


ghar mein waqt pe aana hai

yeh bhool gaye kyun bolo

ghar mein biwi raah take ye

bhool gaye kyun bolo

achha baba maaf karo ab

has bhi lo humjholi

pyaar mein pyaari baat kari

dekho maaro goli achha

to phir bolo kyaa boluun

der se ghar nahin aaoge

na baba na baba

ab na mujhe sataoge

are na baba na baba

are mujhpe huqum chalaoge

na baba na baba

baat na koi banaoge

are na baba na baba

cinema kab le jaaoge

aji na baba na baba

are kyaa kahaan

are haan haan baba haan baba

haan baba haan baba

phir karo promiss promiss


o my beautiful mississ

are give me your kississ

haan baba haan baba

haan baba haan baba

haan baba haan baba

haan baba haan baba.

Kabhi To Mohabbat Kabhi To Ladaai Lyrics Meaning

Kabhi To Mohabbat Kabhi To Ladaai is a popular hindi song performed by Shabbir Kumar & Vijeta Pandit. The song belongs to Zulm-o-sitam and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.

Frequently Asked Questions

Who sang Kabhi To Mohabbat Kabhi To Ladaai?

Kabhi To Mohabbat Kabhi To Ladaai is sung by shabbir kumar & vijeta pandit.

Which album contains Kabhi To Mohabbat Kabhi To Ladaai?

Kabhi To Mohabbat Kabhi To Ladaai belongs to the album Zulm-o-sitam.

What language is Kabhi To Mohabbat Kabhi To Ladaai?

Kabhi To Mohabbat Kabhi To Ladaai is a hindi song.

Can I read Kabhi To Mohabbat Kabhi To Ladaai lyrics online?

Yes, you can read the complete lyrics of Kabhi To Mohabbat Kabhi To Ladaai online on ASOM Lyrics.

Where can I find more songs by shabbir kumar & vijeta pandit?

You can browse more lyrics by shabbir kumar & vijeta pandit and discover related songs on ASOM Lyrics.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Disclaimer: ASOM Lyrics provides song lyrics for educational, informational and personal use purposes only. All song lyrics, artist names, album names and related trademarks belong to their respective owners.

Copyright Notice: If you are a copyright owner or authorized representative and believe that any content on this website infringes your rights, please contact us through our DMCA page. We will review and take appropriate action promptly.