| Singer | Arko & Nilofer Wan |
| Genre | Motivational |
| Language | Hindi |
| Album | Jazbaa |
phir se hai shuru ye
kahaniya kahaniya
nazron mein subah ki
rawaniya rawaniya
dooriyaan kareeb se hai
mohabbatein naseeb se hai
fizaon mein hain naya rang chadha
sarphira sa dil lo chala
dhundne musibaton ka silsila
doobne hai saanson ke rift mein hai
lo chalaa.. lo chala.. (4x)
bechain aise hain
hum raah chalne ko
keh do tufano se
rastaa badalne ko
dil banaaye jo bhi bahaane
hum usey samjhaate hain
bas unhi ki hai jannat yahaan pe
khud ko jo dhoondh paate hain
khwabon ki lehar si kahaniya kahaniya
baarish ki sehar si kahaniya kahaniya
dooriyaan kareeb se hai
mohabbatein naseeb se hai
fizaon mein hain naya rang chadha
sarphira sa dil lo chala
dhundne musibaton ka silsila
doobne hai saanson ke rift mein hai
lo chalaa.. lo chala.. (4x)
Kahaaniya is a popular hindi song performed by Arko & Nilofer Wan. The song belongs to Jazbaa and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Kahaaniya is sung by arko & nilofer wan.
Kahaaniya belongs to the album Jazbaa.
Kahaaniya is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Kahaaniya online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by arko & nilofer wan and discover related songs on ASOM Lyrics.