| Singer | Alka Yagnik |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Sapne Sajan Ke |
kehta hain yeh mausam
chha rahin hain kaheen pe ghata
kehta hain yeh mausam
chha rahin hain kaheen pe ghata
panchhi gaa rahe hain
inse poochhungi tera pata
meri zulfon ko chhede
deewani yeh paagal hawa
sapane saajan ke
de rahe ab hamko sada
kehta hain yeh mausam
chha rahin hain kaheen pe ghata
bhanvare tarane gaye
gaake hame sunaaye
phoolon ka dil hain jawaan
aai jawaani aayi
kya rut suhani aayi
kitna haseen hai sama
aise mein ji karta hain
karne ko koi khata
kehta hai yeh mausam
chha rahin hain kaheen pe ghata
panchhi gaa rahe hain
inse poochhungi tera pata
sapane saajan ke
de rahe ab hamko sada
apana banaaungi main
dil mein basaaungi main
jab woh milega mujhe
kiski deewani hoon main
kiski kahaani hoon main
kaise bataaun tujhe
aaj nahin to
kal mil jaayega uska pata
kahata hain yeh mausam
chha rahin hain kaheen pe ghata
panchhi gaa rahe hain
inse poochhungi tera pata
sapane saajan ke
de rahe ab hamko sada
meri zulfon ko chhede
deewani yeh paagal hawa
sapane saajan ke
de rahe ab hamko sada
sapane saajan ke
de rahe ab hamko sada.
Kahta Hain Mausam is a popular hindi song performed by Alka Yagnik. The song belongs to Sapne Sajan Ke and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Kahta Hain Mausam is sung by alka yagnik.
Kahta Hain Mausam belongs to the album Sapne Sajan Ke.
Kahta Hain Mausam is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Kahta Hain Mausam online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by alka yagnik and discover related songs on ASOM Lyrics.