| Singer | Mahendra Kapoor |
| Language | Bollywood |
Jag mein karman ki gati nyari
Jag mein karman ki gati nyari
Jag mein karman ki gati nyari
Murjha kar bhi khil jati hai
Aasha ki phoolwari
Murjha kar bhi khil jati hai
Aasha ki phoolwari
Karman ki gati nyari
Jag mein karman ki gati nyari
Hasna rona pana khona
Sab is gati ki leela
Sab is gati ki leela
Rang birange sapno ka hai
Ye sansar rangila
Bandhe hue hai karm dor mein
Bandhe hue hai karm dor mein
Sare hi nar naari
Karman ki gati nyari
Jag mein karman ki gati nyari
Karam bhumi par kato ke sang
Phoolo ki sej suhani
Phoolo ki sej suhani
Dukh sukh dono sath sath hai
Jag ki yahi kahani
Mat nirash ho khil jayegi
Mat nirash ho khil jayegi
Man ki kesar kyari
Karman ki gati nyari
Jag mein karman ki gati nyari
Jaisi karni waisi bharni
Yahi yaha ka lekha
Yahi yaha ka lekha
Nahi mitaye mit sakti jo
Khichi bhagya ki rekha
Saras savera aaya dekho
Saras savera aaya dekho
Rain gayi andhiyari
Karman ki gati nyari
Jag mein karman ki gati nyari.
Karman Ki Gati Nyari is a popular bollywood song performed by Mahendra Kapoor. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Karman Ki Gati Nyari is sung by mahendra kapoor.
Album information for Karman Ki Gati Nyari is currently unavailable.
Karman Ki Gati Nyari is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Karman Ki Gati Nyari online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by mahendra kapoor and discover related songs on ASOM Lyrics.