| Singer | No |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Maashuka |
kayi sadiyo se hota chala aaya ye hamara tumhara milan
aaj yahi le le kasam juda hona kabhi bhi hum
kayi sadiyo se hota chala aaya ye hamara tumhara milan
aaj yahi le le kasam juda hona kabhi bhi hum
kayi sadiyo se hota chala aaya mangi thi ek kali
mujhko to chaman mil gaya rahke dharti ko jaise
gagan mil gaya mangi thi ek kali mujhko to chaman mil gaya
rahke dharti ko jaise gagan mil gaya
tere sang sang chalega mera saya mera wada raha o sanam
aaj yahi le le kasam juda ho na kabhi bhi hum
kayi sadiyo se hota chala aaya
jabse mila pyar tumhara jine ko mil gaya sahara
mile kashti ko tufa me jaise kinara
jabse mila pyar tumhara jine ko mil gaya sahara
mile kashti ko tufa me jaise kinara
hai jabse mujhe apna banaya mahka chandan sa mera jiwan
aaj yahi lele kasam juda hona kabhi bhi hum
kayi sadiyo se hota chala aaya ye hamara tumhara milan
aaj yahi le le kasam juda ho na kabhi bhi hum
kayi sadiyo se hota chala aaya
Kayi Sadiyo Se Hota Chala Aaya Ye is a popular hindi song performed by No. The song belongs to Maashuka and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Kayi Sadiyo Se Hota Chala Aaya Ye is sung by no.
Kayi Sadiyo Se Hota Chala Aaya Ye belongs to the album Maashuka.
Kayi Sadiyo Se Hota Chala Aaya Ye is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Kayi Sadiyo Se Hota Chala Aaya Ye online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by no and discover related songs on ASOM Lyrics.