| Singer | Kumar Sanu |
| Genre | Sad |
| Language | Hindi |
| Album | Khudai |
kis mausam mein
kis mausam mein
kis mausam mein
kis mausam mein
ya rab tune yeh dil toda
kis mausam mein
ya rab tune yeh dil toda
kis mausam mein
mat puchho kya soch raha hoon
khud mein khud ko dhund raha hoon
chehra roshan dil hai bujha sa
lagta hoon main khud se juda sa
charo taraf hai jeen mein andhera
charo taraf hai jeen mein andhera
un raaho se rishta joda
kis mausam mein
ya rab tune yeh dil toda
kis mausam mein
badkaro ki kismat kya hai
gham ke alawa daulat kya hai
badkaro ki kismat kya hai
gham ke alawa daulat kya hai
dil mein hai phoolo ki hasrat
kandho par hai gham ka parwat
jeen mein fiza aur sukhe patte
jeen mein fiza aur sukhe patte
un raaho par lakar chhoda
kis mausam mein
ya rab tune yeh dil toda
kis mausam mein
kis mausam mein
kis mausam mein
kis mausam mein
kis mausam mein.
Kis Mausam Mein is a popular hindi song performed by Kumar Sanu. The song belongs to Khudai and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Kis Mausam Mein is sung by kumar sanu.
Kis Mausam Mein belongs to the album Khudai.
Kis Mausam Mein is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Kis Mausam Mein online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kumar sanu and discover related songs on ASOM Lyrics.