| Singer | Anuradha Paudwal & M. G. Sreekumar |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Doli Saja Ke Rakhna |
hmm hmm hmm…
hmm hmm hmm…
o, kissa hum likhenge
dil-e-beqarar ka
khat mein saja ke
phool hum pyaar ka
lavzoon mein likh deingey
apna haal-e-dil
dekhengey kya jawab
aata hai phi yaar ka
kissa hum likhenge
dil-e-beqarar ka
khat mein saja ke
phool hum pyaar ka
lavzoon mein likh deingey
apna ye haal-e-dil
dekhengey kya jawab
aata hai phi yaar ka
kissa hum likhenge
dil-e-beqarar ka
khat mein saja ke
phool hum pyaar ka…
kehta hai ye sajan
kadmoon mein aapke
lutaa doon apni jaan
jaan humari ho
jaan se bhi pyaari ho
aapke pyaar ki to
dil mein hai jagaa
o, dil mein hi basaa ke
rakhna tum sadaa
hum to na chodengey
ye saath kabhi dildar ka
kissa hum likhenge
dil-e-beqarar ka
o, khat mein saja ke
phool hum pyaar ka
lavzoon mein likh deingey
dekhengey kya jawab
aata hai phi yaar ka
kissa hum likhenge
dil-e-beqarar ka
o, khat mein saja ke
phool hum pyaar ka…
mm, chanda sa chehra jo
aata hai yaad tab
din mein bichaa jaata hai
raat ka samaa
aa, raatein behaal hain
sona muhaal hai
aankhon mein aap hain
ji neendein hain kahan
meri bhi nigahoon ka
suniye abh sawal
poochti hain kab aayega
jhonka phir tere didaar ka
la la la la la la
mm mm mm mm mm
kissa hum likhenge
dil-e-beqarar ka
la la la la la la
mm mm mm mm mm
khat mein saja ke
phool hum pyaar ka
lavzoon mein likh deingey
apna ye haal-e-dil
dekhengey kya jawab
aata hai phi yaar ka
kissa hum likhenge
dil-e-beqarar ka
o, khat mein saja ke
phool hum pyaar ka
o…
Kissa Hum Likhenge is a popular hindi song performed by Anuradha Paudwal & M. G. Sreekumar. The song belongs to Doli Saja Ke Rakhna and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Kissa Hum Likhenge is sung by anuradha paudwal & m. g. sreekumar.
Kissa Hum Likhenge belongs to the album Doli Saja Ke Rakhna.
Kissa Hum Likhenge is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Kissa Hum Likhenge online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by anuradha paudwal & m. g. sreekumar and discover related songs on ASOM Lyrics.