| Singer | B Praak |
| Language | Hindi |
main barish ka mausam hoon
tujhe ek din bhaunga
ho do din deke kushiyan
hashar tak le aaunga
main baarish ka mausam hoon
mera aitbaar na karna
kuch bhi ho jaye yaara
mujhe tu pyar na karna
ho ankhiyan hogi teri
phir paani ka jharna
kuch bhi ho jaye yaara
mujhe tu pyar na karna
tumne sudhara tha tumne bigada hai
tum ne kiya jo kiya
hum toh kabhi na the yun bewafa
par tune bana diya
tumne sudhara tha tumne bigada hai
tum ne kiya jo kiya
hum toh kabhi na the yun bewafa
par tune bana diya
ho jaani kolo door reh
tainu samjhavan
mera ki pata main kal marjavan
ho jaani chod chuka hai
ab toh maut se darna
kuch bhi ho jaye yaara
mujhe tu pyar na karna
ho ankhiyan hogi teri
phir paani ka jharna
kuch bhi ho jaaye yaara
mujhe tu pyar na karna
main itna badal chuka hu sanam
tujhse judaiyaan karke
ke ab maza aane laga hai mujhe
bewafaiyan karke
main itna badal chuka hu sanam
tujhse judaiyaan karke
ke ab maza aane laga hai mujhe
bewafaiyan karke
soch tere baare junoou mil jata hai
chhod kisi ko sukoon mil jata hai
ho pata nahi kab kiski
hai baahon mein marna
kuch bhi ho jaye yaara
mujhe tu pyar na karna
ho ankhiyan hogi teri
phir paani ka jharna
kuch bhi ho jaye yaara
mujhe tu pyar na karna
Kuch Bhi Ho Jaye Lyrics – B Praak is a popular hindi song performed by B Praak. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Kuch Bhi Ho Jaye Lyrics – B Praak is sung by b praak.
Album information for Kuch Bhi Ho Jaye Lyrics – B Praak is currently unavailable.
Kuch Bhi Ho Jaye Lyrics – B Praak is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Kuch Bhi Ho Jaye Lyrics – B Praak online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by b praak and discover related songs on ASOM Lyrics.