| Singer | Shaan & Mahalakshmi Iyer |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Shaadi Ka Laddoo |
kuchh toh ho raha hai
kahin kisi ke dil mein
woh jaane ya naa jaane
ke do dilon ke milne ka
mausam aaya hai
kuch toh ho raha hai
koi kho raha hai
baarishon mein do dilon ke
bheegnen bhi hone ka
mausam aaya hai
kuch toh ho raha hai
kahin kisi ke dil mein
woh jaane ya naa jaane
ke do dilon ke milne ka
mausam aaya hai
mujhko jisse pyaar hai
usko vohi khabar nahin
jiska intazaar tha
woh hai saamne khadi
jhooti-jhooti si yeh baatein
lambhi-lambhi si yeh raatein
waqt tham gaya hai ab yahin
kuch toh ho raha hai
woh bas thaam le mujhe
bhar le baahon mein zaraa
apna maan le mujhe
dil ki hai yahi sadaa
dil ka aisa haal hai
kya khwaab kya khayaal hai
khud kisi ko hai khabar nahin
kuch toh ho raha hai
kahin kisi ke dil mein
woh jaane ya naa jaane
ke do dilon ke milne ka
mausam aaya hai
kuch toh ho raha hai
koi kho raha hai
baarishon mein do dilon ke
bheegnen bhi hone ka
mausam aaya hai
kuch toh ho raha hai
kahin kisi ke dil mein
woh jaane ya naa jaane
ke do dilon ke milne ka
mausam aaya hai.
Kuchh To Ho Raha Hai is a popular hindi song performed by Shaan & Mahalakshmi Iyer. The song belongs to Shaadi Ka Laddoo and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Kuchh To Ho Raha Hai is sung by shaan & mahalakshmi iyer.
Kuchh To Ho Raha Hai belongs to the album Shaadi Ka Laddoo.
Kuchh To Ho Raha Hai is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Kuchh To Ho Raha Hai online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shaan & mahalakshmi iyer and discover related songs on ASOM Lyrics.