| Singer | Udit Narayan & Alka Yagnik |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Tango Charlie |
kya bataun dilruba
jo irada tha mera
kya bataun dilruba
jo irada tha mera
socha to tha tumse milu
main yeh kahu main woh kahu
lekin dil ki saari baatein
bholi bholi pyari baatein
kehni nahi aati hai mujhe
mere deewane suno
kyun pareshani main ho
mere deewane suno
kyun pareshani main ho
dil main chupi jo baat ho
mujhse kaho khulke kaho
sunungi main saari baatein
bholi bholi pyari baatein
samajh main aati hai mujhe
bechain hai dil
kya hai mushkil
tum hi dhyan main har pal ho
main samajh gayi
koi baat nai
lagta hai tum kutch pagal kaho
anjaan to yu na bano
acha chalo aage kaho
dil main hai jo saari baatein
bholi bholi pyari baatein
kehni nahi aati hai mujhe
kya bataun dilruba
jo irada tha mera
mere deewane suno
kyun pareshani main ho
kutch pootchna hai
bolo kya hai
tumse pyar hai kaise kahoo
hoshiyar ho tum
mere hosh hai gham
jo kehna hai
tumko woh main janti hu
to hai kiya kya faisla
pehle tumhe sun lu jara
dil main hai jo saari baatein
bholi bholi pyari baatein
kehni nahi aati hai mujhe
kya bataun dilruba
jo irada tha mera
mere deewane suno
kyun pareshani main ho
socha to tha tumse milu
main yeh kahu main woh kahu
sunungi main saari baatein
bholi bholi pyari baatein
samajh main aati hai mujhe.
Kya Bataun Dilruba is a popular hindi song performed by Udit Narayan & Alka Yagnik. The song belongs to Tango Charlie and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Kya Bataun Dilruba is sung by udit narayan & alka yagnik.
Kya Bataun Dilruba belongs to the album Tango Charlie.
Kya Bataun Dilruba is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Kya Bataun Dilruba online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by udit narayan & alka yagnik and discover related songs on ASOM Lyrics.