| Singer | Mohammed Rafi |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Madadgaar |
kya huya yaad nahin
kaise huya yaad nahin
ab mujhe kuch bhi
mohabbat ke siva yaad nahin
kya huya yaad nahin
kaise huya yaad nahin
ab mujhe kuch bhi
mohabbat ke siva yaad nahin
kya huya yaad nahin
hum wahin aap wohi
hum wahin aap wohi
phir bhi ye anjana pan
aapne aodah liya kyu
ye udasi ka kafan
kab huyi kisse huyi
kaisi khata yaad nahin
ab mujhe kuch bhi
mohabbat ke siva yaad nahin
kya huya yaad nahin
aap badle to fizza
rang badal jayegi
lab pe roki hain jo
wo aahe nikal jayegi
aap badle to fizza
rang badal jayegi
lab pe roki hain jo
wo aahe nikal jayegi
aap kyu aaj hain humse
sabse khafa yaad nahin
ab mujhe kuch bhi
mohabbat ke siva yaad nahin
kya huya yaad nahin
kaise huya yaad nahin
ab mujhe kuch bhi
mohabbat ke siva yaad nahin
kya huya yaad nahin
yaad nahin yaad nahin.
Kya Hua Yaad Nahi is a popular hindi song performed by Mohammed Rafi. The song belongs to Madadgaar and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Kya Hua Yaad Nahi is sung by mohammed rafi.
Kya Hua Yaad Nahi belongs to the album Madadgaar.
Kya Hua Yaad Nahi is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Kya Hua Yaad Nahi online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by mohammed rafi and discover related songs on ASOM Lyrics.