| Singer | Kavita Krishnamurthy, Shailender Singh & Mohammed Aziz |
| Genre | Wedding Song |
| Language | Hindi |
| Album | Aisa Pyaar Kahan |
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
chanda jaisa bhaiya mera chandni si bhabhi
jitni bhi tarif karo ji karo ji bas thodi hai
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
ik sapno ka sehzada ik pariyo ki sehzadi
ik sapno ka sehzada ik pariyo ki sehzadi
lo ban gaye dulha dulhan dono ki ho gayi shadi
ho ye jodi banane wale ne koi kasar nahi chodi hai
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
ho yaar mubarak tumko ye madhur milan ki ghadiya
ho yaar mubarak tumko ye madhur milan ki ghadiya
bhabhi ne tumhe lagayi ye pyar bhari hathkadiya ho
tum sath janam ke bandhi ho ye kaid to lambi chaudi hai
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
o tu behan hai meri choti tu yaar hai mera pyara
tu behan hai meri choti tu yaar hai mera pyara
tum dono ne mil jul ke khela hai khel ye sara
ho tum baat hamari chhodo tum dono ki kya jodi hai
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
chanda jaisa bhaiya mera chandni si bhabhi
jitni bhi tarif karo ji karo ji bas thodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
Kya Kehna Kya Jodi Hai is a popular hindi song performed by Kavita Krishnamurthy, Shailender Singh & Mohammed Aziz. The song belongs to Aisa Pyaar Kahan and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Kya Kehna Kya Jodi Hai is sung by kavita krishnamurthy, shailender singh & mohammed aziz.
Kya Kehna Kya Jodi Hai belongs to the album Aisa Pyaar Kahan.
Kya Kehna Kya Jodi Hai is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Kya Kehna Kya Jodi Hai online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kavita krishnamurthy, shailender singh & mohammed aziz and discover related songs on ASOM Lyrics.