| Singer | Antara Chaudhary |
| Genre | Happy |
| Language | Hindi |
kyo aajkal aksar kahi
ud jata hai ye man mera
kyo aajkal aksar kahi
ud jata hai ye man mera
mujhe chod kar wo kiske
ghar ud jata hai ye man mera
din kaise gujre jab ye pata ho
din kaise gujre jab ye pata ho
aane hi wali hai sapno ki manjil
manjil pe koi apna milega
manjil pe koi apna milega
tanha phir to yu rahega nahi dil
pahle se hi pane ko wo
manjil chala ye man mera
kyo aajkal aksar kahi
ud jata hai ye man mera
mujhe chod kar wo kiske
ghar ud jata hai ye man mera
chutega angan apne sabhi
ye chutega angan apne sabhi ye
kahta hai ham ho jayenge paraye
itni khusi si kyu sab ko hai phir
itni khusi si kyu sab ko hai
man me sada ye hame samjhaye
uljhan meri dekhe magar
kuch na kare ye man mera
kyo aajkal aksar kahi ud
jata hai ye man mera
mujhe chod kar wo kiske
ghar ud jata hai ye man mera
kyo aajkal aksar kahi
ud jata hai ye man mera
mujhe chod kar wo kiske
ghar ud jata hai ye man mera.
Kyun Aaj Kal is a popular hindi song performed by Antara Chaudhary. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Kyun Aaj Kal is sung by antara chaudhary.
Album information for Kyun Aaj Kal is currently unavailable.
Kyun Aaj Kal is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Kyun Aaj Kal online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by antara chaudhary and discover related songs on ASOM Lyrics.