| Singer | Surendra Nath |
| Language | Bollywood |
Kyun yaad aa rahe hain
Guzare huye zamaane
Ye dukh bhare fasaane
Rote huye taraane
Kisko sunaa rahe hain
Kyun yaad rahe hain
Kyun muskuraa rahe hain
Dekho agar to samjho
Aansoo bahaa rahe hain
Kyun muskuraa rahe hain
Dekho agar to samjho
Aansoo bahaa rahe hain
Kyun yaad aa rahe hain
Guzre huye zamaane
Kyaa baat hai na jaane
Kyon hichkiyon ki mehfil
Gaate hain gham ke gaane
Kyaa baat hai na jaane
Kyon hichkiyon ki mehfil
Gaate hain gham ke gaane
Hum bhor ke diye hain
Hum bhor ke diye hain
Bujhte hi jaa rahe hain
Kyun yaad aa rahe hain
Guzre huye zamaane.
Music Video Of: Kyun Yaad Aa Rahe Hain
Kyun Yaad Aa Rahe Hain is a popular bollywood song performed by Surendra Nath. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Kyun Yaad Aa Rahe Hain is sung by surendra nath.
Album information for Kyun Yaad Aa Rahe Hain is currently unavailable.
Kyun Yaad Aa Rahe Hain is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Kyun Yaad Aa Rahe Hain online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by surendra nath and discover related songs on ASOM Lyrics.