| Singer | Mika Singh |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Shubh Mangal Saavdhan |
haan… suljhi thodi jab gutthi
khwabon ki ho gayi chhuti
iss dil ke laddoo bant gaye
haan…
chhaata lekar nikle koi ghar se
chhaaye baadal na barse
jaise note 2000 ke leke koi
chhutte ko tarse
sagar mein pyaasa hai dil
par kar kya sakta hai dil
iss dil ke laddoo bant gaye
chhota zara hai dil
kaisa ruaan se hai dil
iss dil ke laddoo bant gaye
haaye aisi taisi aisi huyi ke
emotion ka juice nikla
jhaalar laga ke ghar sajaaya
par connection loose nikla
haan free mein ho gaye fadde
jeevan ka happy b’day
iss dil ke laddoo bant gaye
haaye raahon mein aise gadde
toote hain dil ke haddey
iss dil ke laddoo bant gaye
boli aisi ke tamatar bhi mangaye
to lage jaise mushaayaron mein
baitha sun raha hoon usko
arey aankhein aisi ke
milaaye jab nigahein
yeh nigahein dagmagaaye
kuch samajh mein
hi na aaye dil ko
par… jaise mohabbat utthi
seene mein ghus gayi gupti
iss dil ke laddoo bant gaye
haan… suljhi thodi jab guthi
khwabon ki ho gayi chhuti
iss dil ke… mmhmm lag gaye
Laddoo is a popular hindi song performed by Mika Singh. The song belongs to Shubh Mangal Saavdhan and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Laddoo is sung by mika singh.
Laddoo belongs to the album Shubh Mangal Saavdhan.
Laddoo is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Laddoo online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by mika singh and discover related songs on ASOM Lyrics.