| Singer | Mohammed Rafi, Shamshad Begum |
| Language | Bollywood |
Ladka aur ladki mile pyar ka gaana
Idhar jawani udhar jawani
Ban gayi ek kahani
Ho tera mera pyar ho gaya
Tu raja main rani
Ho tera mera pyar ho gaya
Ho tera mera pyar ho gaya
Idhar jawani udhar jawani
Ban gayi ek kahani
Ho tera mera pyar ho gaya
Tu raja main rani
Ho tera mera pyar ho gaya
Ho tera mera pyar ho gaya
Birah ne hame juda kar diya
Judai ka gana
Has has ke pada rona
Haye has has ke pada rona
Takdir mein likha tha
Haye milke juda hona
Juda hona
Barbad tamanna hai haye
Barbad tamanna hai
O dekh le diwane
Bedard ye duniya hai
Bedard ye duniya hai
Haste rahe sab duniya wale
Roti rahi jawani
Ho tera mera pyar ho gaya
Tu raja main rani
Ho tera mera pyar ho gaya
Ho tera mera pyar ho gaya
Villon ko police ne pakad liya
Ladke aur ladki ki shadi ho gayi
Shadi ka gana
Jawani ki raat hai
Mohabbat ki baat hai
Jawani ki raat hai
Jawani ki raat hai
Mohabbat ki baat hai
Mohabbat ki baat hai
Piya mere sath hai
Piya mere sath hai
Hatho mein hath hai
Hatho mein hath hai
Suno suno aye duniya walo
Ye hai filmi kahani
Ho tera mera pyar ho gaya
Tu raja main rani
Ho tera mera pyar ho gaya
Ho tera mera pyar ho gaya
Idhar jawani udhar jawani
Ban gayi ek kahani
Ho tera mera pyar ho gaya
Tu raja main rani
Ho tera mera pyar ho gaya
Ho tera mera pyar ho gaya.
Music Video Of: Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gaana
Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gaana is a popular bollywood song performed by Mohammed Rafi, Shamshad Begum. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gaana is sung by mohammed rafi, shamshad begum.
Album information for Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gaana is currently unavailable.
Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gaana is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gaana online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by mohammed rafi, shamshad begum and discover related songs on ASOM Lyrics.