| Singer | Arijit Singh |
| Language | Bollywood |
Sajda tera kar na sakoon
Toh bandagi kya bandagi
Tere bina jeena pade
Toh zindagi kya zindagi
Kya rang laaya Dil ka lagaana
Kya rang laaya Dil ka lagaana
Goonje hawaa mein
Bichhde dilaan diyaan duhaiyaan
Vey badi lambiyaan si judaiyaan
Tere nishaan yaadon mein hain
Tu kyun nahi taqdeer mein
Nadaan dil hai dhoondta
Qurbat teri tasveer mein
Mumkin nahin hai tujhko bhulaana
Mumkin nahin hai tujhko bhulaana
Dekhe Khudaya do aashiqaan diyaan tabahiyan
Vey badi lambiyaan si judaiyaan
(Ali Ali Ali… Ali Maula…)
Naraaz ho chaahe Khuda
Duniya bhale raqeeb ho
Uff na karun hothon se main
Bas tu agar qareeb ho
Badi lambiyan si judaiyan
Judaiyaan..
Badi lambiyaan si judaiyaan
Judaiyaan.. judaiyaan..
Vey badi lambiyaan si judaaiyaan
Lambiyan si judaiyaan
Lambiyan si judaaiyan
Lambiyan si judaaiyan…
(Vey badi lambiyaan si judaaiyaan…)
Written by:
Amitabh Bhattacharya
Music Video Of: Lambiyaan Si Judaiyaan
Lambiyaan Si Judaiyaan is a popular bollywood song performed by Arijit Singh. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Lambiyaan Si Judaiyaan is sung by arijit singh.
Album information for Lambiyaan Si Judaiyaan is currently unavailable.
Lambiyaan Si Judaiyaan is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Lambiyaan Si Judaiyaan online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by arijit singh and discover related songs on ASOM Lyrics.