| Singer | Pamela Jain |
| Language | Hindi |
| Album | What's Your Raashee? |
[maanunga maanunga, jo tera kehna hai,
tere isharo pe ab mujhe chalna hai,
meri koi marzi nahi, ab yuhi jeena hai,
ab yuhi marna hai..] – 2 times
na na na na na…
na na na na na…
hooo doriyaan teri mere haath mein saari hai,
tujh pe mera kabza hai,
jo bhi ab rasta main tujhko dikhau,
wo hi tera raasta hai,
maanunga maanunga, jo tera kehna hai,
tere isharo pe ab mujhe chalna hai,
meri koi marzi nahi, ab yuhi jeena hai,
ab yuhi marna hai…
na na na na na…
na na na na na…
tu hai kaun aur main hu kaun?
ab kaise main kahun?
jiska remote hai paas tere haan,
main wo machine hu,
hoo switch on karu tujhe,
switch off karu tujhe,
hai yeh mere bass mein,
aazadi nahi paayega mujhse,
saikdo baras mein…
maanunga manunga, jo tera kehna hai,
tere isharo pe ab mujhe chalna hai,
meri koi marzi nahi, ab yuhi jeena hai,
ab yuhi marna hai…
na na na na na…
na na na na na…
tera hukum hai sar aankhon par,
tera gulaam gulaam gulaam gulaam,
gulaam hu…
tera hukum hai sar aankhon par,
tera gulaam hu,
jo tu kahe bin soche samjhe,
karta wo kaam hu,
hoo tere jeene ka bass matlab yeh hai,
mujhe khush karna hai,
aag ke dariyaan mein bhi main kahu to,
tujhko utarna hai..
maanunga maanunga, jo tera kehna hai,
tere isharo pe ab mujhe chalna hai,
meri koi marzi nahi, ab yuhi jeena hai,
ab yuhi marna hai…
Maanunga Maanunga is a popular hindi song performed by Pamela Jain. The song belongs to What's Your Raashee? and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Maanunga Maanunga is sung by pamela jain.
Maanunga Maanunga belongs to the album What's Your Raashee?.
Maanunga Maanunga is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Maanunga Maanunga online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by pamela jain and discover related songs on ASOM Lyrics.