| Singer | Kumar Sanu & Alka Yagnik |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Pathreela Raasta |
main hoon tera tu hai meri jaanam
duniya se ab darna kyaa
main hoon tera tu hai meri jaanam
duniya se ab darna kyaa
itane haseen mausam mein
itane haseen mausam mein
pyaar na karein to karna kyaa
main hoon teri tu hai mera jaanam
duniya se ab darna kyaa
main hoon teri tu hai mera jaanam
duniya se ab darna kyaa
itane haseen mausam mein
itane haseen mausam mein
pyaar na karein to karna kyaa
main hoon tera tu hai meri jaanam
duniya se ab darna kyaa
main hoon teri tu hai mera jaanam
duniya se ab darna kyaa
aa jaa
aa jaa tujhe baahon mein le loon
teri mehaki jhulfo se main khelun
hum tum karle meethi meethi baatein
dil mein bas jaaye ye mulakaate
itane haseen mausam mein
itane haseen mausam mein
pyaar na karein to karna kyaa
main hoon teri tu hai mera jaanam
duniya se ab darna kyaa
main hoon tera tu hai meri jaanam
duniya se ab darna kyaa
dil mein aaye anjaan banke
ab tum rehate ho jaan banke
jab se ho gaya hain suru ye fasana
hum ko jeene ka mila hain bahana
itane haseen mausam mein
itane haseen mausam mein
pyaar na karein to karna kyaa
main hoon teri tu hai mera jaanam
duniya se ab darna kyaa
main hoon tera tu hai meri jaanam
duniya se ab darna kyaa.
Mai Hu Tera Tu Hai Meri Jaanam is a popular hindi song performed by Kumar Sanu & Alka Yagnik. The song belongs to Pathreela Raasta and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Mai Hu Tera Tu Hai Meri Jaanam is sung by kumar sanu & alka yagnik.
Mai Hu Tera Tu Hai Meri Jaanam belongs to the album Pathreela Raasta.
Mai Hu Tera Tu Hai Meri Jaanam is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Mai Hu Tera Tu Hai Meri Jaanam online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kumar sanu & alka yagnik and discover related songs on ASOM Lyrics.