| Singer | S. P. Balasubrahmanyam, Suresh Wadkar & Kavita Krishnamurthy |
| Genre | Happy |
| Language | Hindi |
| Album | Sansar |
main aaj bahut khush hoon
re main aaj bahut khush hoon
ye mat puchho kyun kyun
main aaj bahut khush hoon
re main aaj bahut khush hoon
aisi khabar suni hain
jee chahata hain ki kuch kardoo
main aaj bahut khush hoon
re main aaj bahut khush hoon
dhak dhak dhak dil jor se dhadke
are dhak dhak dhak dil jor se dhadke
bolo ladki hain ya ladka
bolo na are bolo na
sharma se aagaya tumhe pasina
bolo kaun sa laga mahina bolona
muh pey hain gusse ki laali
oh nikali oh nikali gali
phool khila hain laakh chhupa
ye khusaboo nahi chhupnewali
kaano main kehne wali
ye baat kaho na yun
main aaj bahut khush hoon
re main aaj bahut khush hoon
ye mat puchho kyun kyun
main aaj bahut khush hoon
re main aaj bahut khush hoon
dekho daal mein kuch kala hain
dekho daal mein kuch kala hain
haa kuch honewala hain
chhat par bole kaua kala
ghar mein koi aanewala
thaam liya tha bhi main danda
aur gram hogaya pani thanda
kaan anokhi baat huyi
har murgi deti hain andaa
are murga saheb
tum kyun chup ho
bolo kukdu ku
main aaj bahut khush hoon
re main aaj bahut khush hoon.
Main Aaj Bahut Khush Hoon is a popular hindi song performed by S. P. Balasubrahmanyam, Suresh Wadkar & Kavita Krishnamurthy. The song belongs to Sansar and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Main Aaj Bahut Khush Hoon is sung by s. p. balasubrahmanyam, suresh wadkar & kavita krishnamurthy.
Main Aaj Bahut Khush Hoon belongs to the album Sansar.
Main Aaj Bahut Khush Hoon is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Main Aaj Bahut Khush Hoon online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by s. p. balasubrahmanyam, suresh wadkar & kavita krishnamurthy and discover related songs on ASOM Lyrics.