| Singer | Mukesh Chand Mathur |
| Language | Bollywood |
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka
Sadiyon se jag mein aata raha main
Naye rang jeewan me laata raha main
Har ek des me nit naye bhesh me
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka
Kabhi maine hanske deepak jalaaye
Kabhi banke baadal aansoo bahaaye
Mere rastaa pyaar ka raasta
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka
Chala gar safar ko koi besahaara
To main ho liya sang liye ektaara
Gaata hua kuchh bhulaata hua
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka.
Music Video Of: Main Aashiq Hu Baharo Ka (Title Track)
Main Aashiq Hu Baharo Ka (title Track) is a popular bollywood song performed by Mukesh Chand Mathur. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Main Aashiq Hu Baharo Ka (title Track) is sung by mukesh chand mathur.
Album information for Main Aashiq Hu Baharo Ka (title Track) is currently unavailable.
Main Aashiq Hu Baharo Ka (title Track) is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Main Aashiq Hu Baharo Ka (title Track) online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by mukesh chand mathur and discover related songs on ASOM Lyrics.