main badhiya tu bhi badhiya lyrics – sonu nigam | sunidhi chauhan

main badhiya tu bhi badhiya lyrics – sonu nigam | sunidhi chauhan lyrics

Poster main badhiya tu bhi badhiya lyrics – sonu nigam | sunidhi chauhan

main badhiya tu bhi badhiya lyrics – sonu nigam | sunidhi chauhan

Details
Singer Ranbir Kapoor , Sonam Kapoor
Language Bollywood
Poster main badhiya tu bhi badhiya lyrics – sonu nigam | sunidhi chauhan
play
Lyrics

praan priye!
tum kishan ho main radha
tu sui ho main hoon dhaaga
phir sangam kyun ho aadha
aadha aadha

pa pa ra pa

main badhiya tu bhi badhiya
shaadi kar le saanwariya
phootengi phir phuljhadiyan
badhiya badhiyaaan

pa pa ra pa

main badhiya tu bhi badhiya
par main azaad hoon chidiya
rakh tu apni phuljhadiyan
badhiya badhiyaa

chatt mangni, kar patt mangni
mujhe patni banale jhatt patt apni

sun pagli main hoon chhora jungli
arey kaahe ko banana chaahe meri chattni

oho oho

main badhiya tu bhi badhiya
shaadi kar le saanwariya
phootengi phir phuljhadiyan
badhiya badhiyaaan
nahi priye,
main badhiya tu bhi badhiya
par main azaad hoon chidiya
rakh tu apni phuljhadiyan
badhiya badhiyaa

pa pa ra pa

sun sajna kal aaya sapna
maine sapne mein dekha mandap apna
sab taare thhe baraati
sang naach rahe suraj chanda

jaag jaa re pagli tu
sapna nahi hai yeh hai durghatna
durghatna
suraj se mandap jal jayega
mujhe nahi pakna, nahi pakna
oho oho

main badhiya tu bhi badhiya
hum kyun phoonke yeh duniya
rakh tu apni phuljhadiyan
badhiya badhiya

teri bagiya main aake
phool khila dungi main
kar shaadi

arey bhool ja tu phool wool
bagiya mein karni hai
kehti baadi

aath dus bacche honge
tutlayenge mummy daddy
mummy daddy

abhi kya kam hai
jo hum bhi badhaye
duniya ki abaadi

arey hum do humaare do
apna lenge hum ye naara
ye naara

paalung main kaise do bhi kaise
naukri nahi hai main hoon awaara
awaara

oye oye oye

main bhi badhiya tu bhi badhiya
par pahle dhoondon naukariya
phodenge phir phuljhaldiya
badhiya badhiya

badhiya re badhiya
badhiya

badhiya re badhiya
badhiya

main badhiya tu bhi badhiya
dono azaad hain chidiya
pahle dhoondon naukariya badhiya badhiya
main badhiya tu bhi badhiya
dhoondunga main naukariya
phonkenge ye phuljhadiya badhiya badhiya

samjhe, aan
badhiya…

Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Lyrics – Sonu Nigam | Sunidhi Chauhan Lyrics Meaning

Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Lyrics – Sonu Nigam | Sunidhi Chauhan is a popular bollywood song performed by Ranbir Kapoor , Sonam Kapoor. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.

Frequently Asked Questions

Who sang Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Lyrics – Sonu Nigam | Sunidhi Chauhan?

Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Lyrics – Sonu Nigam | Sunidhi Chauhan is sung by ranbir kapoor , sonam kapoor.

Which album contains Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Lyrics – Sonu Nigam | Sunidhi Chauhan?

Album information for Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Lyrics – Sonu Nigam | Sunidhi Chauhan is currently unavailable.

What language is Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Lyrics – Sonu Nigam | Sunidhi Chauhan?

Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Lyrics – Sonu Nigam | Sunidhi Chauhan is a bollywood song.

Can I read Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Lyrics – Sonu Nigam | Sunidhi Chauhan lyrics online?

Yes, you can read the complete lyrics of Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Lyrics – Sonu Nigam | Sunidhi Chauhan online on ASOM Lyrics.

Where can I find more songs by ranbir kapoor , sonam kapoor?

You can browse more lyrics by ranbir kapoor , sonam kapoor and discover related songs on ASOM Lyrics.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Disclaimer: ASOM Lyrics provides song lyrics for educational, informational and personal use purposes only. All song lyrics, artist names, album names and related trademarks belong to their respective owners.

Copyright Notice: If you are a copyright owner or authorized representative and believe that any content on this website infringes your rights, please contact us through our DMCA page. We will review and take appropriate action promptly.