| Singer | Kumar Sanu |
| Genre | Sad |
| Language | Hindi |
| Album | Pyaar Ishq Aur Mohabbat |
main bewafa main bekadar
maine tera dil toda
mera bhi dil toota magar
tujkho nahin iski khabar
teri yaad mein dil thaamkar
tadpoonga main saari umar
main bewafa main bekadar
maine tera dil toda
mera bhi dil toota magar
tujkho nahin iski khabar
teri yaad mein dil thaamkar
tadpoonga main saari umar
duniya ke sab aashiqon
ki todi hai sab maine rasme
duniya ke sab aashiqon
ki todi hai sab maine rasme
beche hai sab apne vaade
bechi hai sab apni kasme
bechi hai sab apni kasme
main bewafa main bekadar
maine tera dil toda
mera bhi dil toota magar
tujkho nahin iski khabar
teri yaad mein dil thaamkar
tadpoonga main saari umar
yeh pyaar ishq aur mohabbat
kya hai yeh ab maine jaana
yeh pyaar ishq aur mohabbat
kya hai yeh ab maine jaana
vaapas magar kaise aaye
guzra hua voh zamaana
guzra hua voh zamaana
main bewafa main bekadar
maine tera dil toda
mera bhi dil toota magar
tujkho nahin iski khabar
teri yaad mein dil thaamkar
tadpoonga main saari umar.
Main Bewafa is a popular hindi song performed by Kumar Sanu. The song belongs to Pyaar Ishq Aur Mohabbat and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Main Bewafa is sung by kumar sanu.
Main Bewafa belongs to the album Pyaar Ishq Aur Mohabbat.
Main Bewafa is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Main Bewafa online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kumar sanu and discover related songs on ASOM Lyrics.