| Singer | Shweeta Shetty |
| Genre | Item Song |
| Language | Hindi |
| Album | Bandhan |
main deewani main mastani dil kisko du
mujhko de
roopnagar ki hu main raani dil kisko du
mujhko de
aaise kaise main de du yeh
dil toh deewana hai
yeh jiske naam likha hai
uska khazana hai
kisina kisipe toh aana hai
main deewani main mastani dil kisko du
mujhko de
roopnagar ki hu main raani dil kisko du
mujhko de
yaha pe saiyya waha pe saiyya
kitne saiyya gaon mein
baanwre hum baanwre
koi bulaye pichhwade
koi kheto ki chaanv mein
baanwre hum baanwre
baa ba ba ba baanwre
aaise kaise main aaun
uth ti chingaari hu
hai daiyya ha re daiyya
ab bhi kunwari hu
raja ki gali mujhe jaana hai
main deewani main mastani dil kisko du
mujhko de
roopnagar ki hu main raani dil kisko du
mujhko de
chor sipahiya pandit
mukhiya har koi siti maare hain
haare hai hum haare hai
jise main dekhu aankh
ladake paisa mujhpe waare hain
haare hai hum haare hai
ha ha ha ha haare hain
aaisi waisi nahi hoon youwan ki masti hoon
badli hoon saawan ki main chun ke barasti hoom
raja ki gali mujhe jaana hai
main deewani main mastani dil kisko du
mujhko de
roopnagar ki hoon main raani dil kisko du
mujhko de
aaise kaise main de du yeh
dil toh deewana hai
yeh jiske naam likha hai
uska khazana hai
kisina kisipe toh aana hai.
Main Deewani Main Mastani is a popular hindi song performed by Shweeta Shetty. The song belongs to Bandhan and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Main Deewani Main Mastani is sung by shweeta shetty.
Main Deewani Main Mastani belongs to the album Bandhan.
Main Deewani Main Mastani is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Main Deewani Main Mastani online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shweeta shetty and discover related songs on ASOM Lyrics.