| Singer | Arijit Singh |
| Genre | Sad |
| Language | Hindi |
| Album | Heartless |
aaha.. aaha..
aaha.. aaaa..
main dhoondhne ko zamaane mein
jab wafa nikla
main dhoondhne ko zamaane mein
jab wafaa nikla
pataa chalaa ke galat leke
main pata nikla
pata chala ke galat leke
main pata niklaa
main dhundhne ko zamane mein
jab wafa nikla
main dhundhne ko zamane mein
jab wafa nikla
aaha.. aaha.. aaha.. aa..
jiske aane se mukammal
ho gayi thi zindegi
dastakein khushiyon ne di thi
mit gayi thi har kami
kyoon bewajah di ye saza
kyoon khwab deke wo le gaya
jiyein jo hum, lage sitam
azaab aise woh de gaya
main dhoondhne ko uske dil mein
jo khuda nikla
main dhoondhne ko uske dil mein
jo khuda nikla
pata chala ke galat leke
main pata nikla
pata chala ke galat leke
main pata nikla
main dhoondhne ko zamaane mein
jab wafa nikla
main dhoondhne ko zamaane mein
jab wafa nikla
aaha.. aaha..
dhoondhta tha ek pal mein
dil jise ye sau dafa
hai subah naraz us bin
roothi shaamein, din khafa
woh aayein na, le jaayein na
haan uski yaadein jo hain yahan
na rasta, na kuchh pata
main usko dhoondhoonga ab kahan
main dhoondhne jo kabhi jeene
ki wajah nikla
main dhoondhne jo kabhi jeene
ki wajah nikla
pata chala ke galat leke
main pata nikla
pata chala ke galat leke
main pata nikla
main dhoondhne ko zamaane mein
jab wafa nikla
main dhoondhne ko zamaane mein
jab wafa nikla
o… o.. aa..
Main Dhoondne Ko Zamaane Mein is a popular hindi song performed by Arijit Singh. The song belongs to Heartless and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Main Dhoondne Ko Zamaane Mein is sung by arijit singh.
Main Dhoondne Ko Zamaane Mein belongs to the album Heartless.
Main Dhoondne Ko Zamaane Mein is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Main Dhoondne Ko Zamaane Mein online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by arijit singh and discover related songs on ASOM Lyrics.