| Singer | Shabbir Kumar |
| Genre | Sad |
| Language | Hindi |
| Album | Nain Mile Chain Kahan |
main gham se nibha kar ji lunga
har dard chhupa kar ji lunga
tum shad raho aabad raho
tum shad raho aabad raho
main gham se nibha kar ji lunga
har dard chhupa kar ji lunga
ha hatho mein tumhare shaguno ki
kya khub sazi hain ye mehandi
hatho mein tumhare shaguno ki
kya khub sazi hain ye mehandi
kya khub sazi hain ye mehandi
main apne lahu ke chhinto se
main apne lahu ke chhinto se
daman ko saza kar ji lunga
tum shad raho aabad raho
tum shad raho aabad raho
main gham se nibha kar ji lunga
har dard chhupa kar ji lunga
mujhko hi khushi na raas aayi
ho tumko mubarak shehnayi
mujhko hi khushi na raas aayi
ho tumko mubarak shehnayi
ho tumko mubarak shehnayi
main khwab samajh kar beete huye
main khwab samajh kar beete huye
lamho ko bhula kar ji lunga
tum shad raho aabad raho
tum shad raho aabad raho
main gham se nibha kar ji lunga
har dard chhupa kar ji lunga
tum leke sahara yaado ka
ashqo ko paresha mat karna
tum leke sahara yaado ka
ashqo ko paresha mat karna
ashqo ko paresha mat karna
main jalti sulagti yaado ko
main jalti sulagti yaado ko
main sine se laga kar ji lunga
tum shad raho aabad raho
tum shad raho aabad raho
main gham se nibha kar ji lunga
har dard chhupa kar ji lunga.
Main Gham Se is a popular hindi song performed by Shabbir Kumar. The song belongs to Nain Mile Chain Kahan and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Main Gham Se is sung by shabbir kumar.
Main Gham Se belongs to the album Nain Mile Chain Kahan.
Main Gham Se is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Main Gham Se online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shabbir kumar and discover related songs on ASOM Lyrics.