| Singer | Kavita Krishnamurthy & Suresh Wadkar |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Inteha Pyar Ki |
main na bhulauga wade kasme
main na bhulauga wade kasme
main bhi nibhaungi pyar ki rasme
main na bhulauga wade kasme
main bhi nibhaungi pyar ki rasme
maine jo kaha hain
tumne woh suna hain
maine jo kaha hain
tumne woh suna hain
main bhul jau agar
zindagi ke kisi mod par
mujhe yaad dilaan
bhul na jana yaad dilana
palako ke saye mein janejana
tera roop chhupaya hain
palako ke saye mein janejana
tera roop chhupaya hain
maine bhi dil ki har dhadkan mein
tera pyar basaya hain
yeh mithi mithi baatein
yeh gehari gehari mulakate
yeh mithi mithi baatein
yeh gehari gehari mulakate
main bhul jau agar
zindagi ke kisi mod par
mujhe yaad dilaan bhul
na jana yaad dilana
suraj mein jaise rahti hain kirne
phoolo mein khusboo jaise
ho suraj mein jaise rahti hain kirne
phoolo mein khusboo jaise
sanso se teri sanse bandhi hain
bichhadenge hum dum kaise
yeh reshmi sa daman
yeh chaand aur ye angan
yeh reshmi sa daman
yeh chaand aur ye angan
main bhul jaun agar
zindagi ke kisi mod par
mujhe yaad dilaan
bhul na jana yaad dilana
main na bhulauga
wade kasme
main bhi nibhaungi
pyar ki rasme
maine jo kaha hain
tumne woh suna hain
maine jo kaha hain
tumne woh suna hain
main bhul jau agar
zindagi ke kisi mod par
mujhe yaad dilaan bhul
na jana yad dilana
bhul na jana yaad dilana
bhul na jana yaad dilana.
Main Na Bhuloonga is a popular hindi song performed by Kavita Krishnamurthy & Suresh Wadkar. The song belongs to Inteha Pyar Ki and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Main Na Bhuloonga is sung by kavita krishnamurthy & suresh wadkar.
Main Na Bhuloonga belongs to the album Inteha Pyar Ki.
Main Na Bhuloonga is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Main Na Bhuloonga online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kavita krishnamurthy & suresh wadkar and discover related songs on ASOM Lyrics.