| Singer | Kk |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Asambhav |
main sada hun waqt hun
sang se bhi saqt hun
noor mein to rab ka hun
rehnuma main sabka hun
main to hun jhonka ik
hawa ka koi bhi maane na
main to hun bandha uss
khuda ka koi bhi jaane na
hai mujhko jhukana yaha
hai mujhko mitana yaha
hai mujhko jhukana yaha asambhav
hai mujhko mitana yaha asambhav
har su meri nazar
sabki mujhe khabar
main to chaloo jidhar
lamha mude udhar
main aasaan mushkilein
karoon kabhi nahi daroon
zulmon se main ladoon
marke bhi na maroon
main subha hun shyam hun
ajnabee benaam hun
noor mein to rab ka hun
rehnuma main sabka hun
main to hun jhonka ik
hawa ka koi bhi maane na
main to hun bandha uss
khuda ka koi bhi jaane na
hai mujhko jhukana asambhav
woh aasma jhuke
toofan bhi rukein
himmat se kaam loon
parvat ko tham loon
jahan bhi meri roshni
bahe na teergi rahe
mahtab sa jaloon har
rang mein dhaloon
main samay ki pyaas hun
ik naya ehsaas hun
noor mein to rab ka hun
rehnuma main sabka hun
main to hun jhonka koi bhi
jaane na hai mujhko yaha
hai mujhko jhukana asambhav.
Main Sada Hoon is a popular hindi song performed by Kk. The song belongs to Asambhav and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Main Sada Hoon is sung by kk.
Main Sada Hoon belongs to the album Asambhav.
Main Sada Hoon is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Main Sada Hoon online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kk and discover related songs on ASOM Lyrics.