makhdum shah baba

makhdum shah baba lyrics

Poster makhdum shah baba

makhdum shah baba

lyrics/Album : Kasam Dhande Ki
Details
Singer Mohammed Aziz
Genre Devotional
Language Hindi
Album Kasam Dhande Ki
Poster makhdum shah baba
play
Lyrics

ye hai wo darbar jo

mayusho ki aas bandhaye

tode jo so bar tauba

wo bhi mafi paye

makhdum shah baba

mere makhdum shah baba

makhdum shah baba

mere makhdum shah baba

dar pe sawali aaye madad ko aaja

dar pe sawali aaye madad ko aaja

makhdum shah baba

mere makhdum shah baba

makhdum shah baba

mere makhdum shah baba

dar pe sawali aaye madad ko aaja

dar pe sawali aaye madad ko aaja

ya makhdum shah baba

mere ya makhdum shah baba

ya makhdum shah baba

mere ya makhdum shah baba


sath jo mera do tak

chadar jo bhi chadane aaye

shah baba ki barkat se

wo sari murade paye

sath jo mera do tak

chadar jo bhi chadane aaye

shah baba ki barkat se

wo sari murade paye

sabke liye hai khula tera darwaja

sabke liye hai khula tera darwaja

dar pe sawali aaye madad ko aaja

dar pe sawali aaye madad ko aaja

ya makhdum shah baba

mere ya makhdum shah baba

ya makhdum shah baba

mere ya makhdum shah baba


baba teri raham dili ki

jag mein dhum machi hai

jinki jholi khali hai tune

unki jholi bhari hai

baba teri raham dili ki

jag mein dhum machi hai

jinki jholi khali hai tune

unki jholi bhari hai

waliyo mein bade wali hai mere baba

waliyo mein bade wali hai mere baba

dar pe sawali aaye madad ko aaja

dar pe sawali aaye madad ko aaja

ya makhdum shah baba

mere ya makhdum shah baba

ya makhdum shah baba

mere ya makhdum shah baba


karte hai duniya pe hukumat

ye bambai ke badsah

rasta jo bhule hue hai

unko dikhaye rashta

karte hai duniya pe hukumat

ye bambai ke badsah

rasta jo bhule hue hai

unko dikhaye rashta

har besahare ka hai tuhi sahara

har besahare ka hai tuhi sahara

dar pe sawali aaye madad ko aaja

dar pe sawali aaye madad ko aaja

ya makhdum shah baba

mere ya makhdum shah baba

ya makhdum shah baba

mere ya makhdum shah baba


baba ke bachpan ka kissa

tumhe sunata hu

maa ka darja kya hota hai

ye batlata hu

ek rat ko maa ne uthkar

bete se paani manga

baba jab uthkar paani laye to

soya hua maa ko paya

bete ne maa ko na jagaya

bete ne maa ko na jagaya

paani lekar khade rahe

maa ki subah jab aankh khuli

bete ko dekha hairat se

maa ne puchha paani lekar

kab se khada hai tu bete

aapne jab paani manga tha

tab se hi baba bole

bete ki kidhmat ko dekh kar

bete ki kidhmat ko dekh kar

maa ne usko chum liya

pyar se sar pe hath rakha

aur naam unhe makhrum diya

maa ki duaye lekar hi

bete ka itna naam hua

kabhi na maa ka dukhana dil

paygam yahi hai baba ka

kabhi na maa ka dukhana dil

paygam yahi hai baba ka

kabhi na maa ka dukhana dil

paygam yahi hai baba ka


maa khush rahengi

to khush honge baba

maa khush rahengi

to khush honge baba

dar pe sawali aaye madad ko aaja

dar pe sawali aaye madad ko aaja

makhdum shah baba

mere makhdum shah baba

makhdum shah baba

mere makhdum shah baba

dar pe sawali aaye madad ko aaja

dar pe sawali aaye madad ko aaja

ya makhdum shah baba

mere ya makhdum shah baba

ya makhdum shah baba

mere ya makhdum shah baba

ya makhdum shah baba

mere ya makhdum shah baba

ya makhdum shah baba

mere ya makhdum shah baba

ya makhdum shah baba

mere ya makhdum shah baba

ya makhdum shah baba

mere ya makhdum shah baba.

Makhdum Shah Baba Lyrics Meaning

Makhdum Shah Baba is a popular hindi song performed by Mohammed Aziz. The song belongs to Kasam Dhande Ki and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.

Frequently Asked Questions

Who sang Makhdum Shah Baba?

Makhdum Shah Baba is sung by mohammed aziz.

Which album contains Makhdum Shah Baba?

Makhdum Shah Baba belongs to the album Kasam Dhande Ki.

What language is Makhdum Shah Baba?

Makhdum Shah Baba is a hindi song.

Can I read Makhdum Shah Baba lyrics online?

Yes, you can read the complete lyrics of Makhdum Shah Baba online on ASOM Lyrics.

Where can I find more songs by mohammed aziz?

You can browse more lyrics by mohammed aziz and discover related songs on ASOM Lyrics.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Disclaimer: ASOM Lyrics provides song lyrics for educational, informational and personal use purposes only. All song lyrics, artist names, album names and related trademarks belong to their respective owners.

Copyright Notice: If you are a copyright owner or authorized representative and believe that any content on this website infringes your rights, please contact us through our DMCA page. We will review and take appropriate action promptly.