mere samne wali khidki mein ik chaand lyrics – kishore kumar

mere samne wali khidki mein ik chaand lyrics – kishore kumar lyrics

Poster mere samne wali khidki mein ik chaand lyrics – kishore kumar

mere samne wali khidki mein ik chaand lyrics – kishore kumar

Details
Singer Lata Mangeshkar
Language Bollywood
Poster mere samne wali khidki mein ik chaand lyrics – kishore kumar
play
Lyrics

अरे हे..
ला ला ला..

हम्म..हे..
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रेहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रेहता है
अफ़सोस ये है के वो हमसे
कुछ उखड़ा उखड़ा रेहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रेहता है

जिस रोज़ से देखा है उसको
हम शमां जलाना भूल गए
उस रोज़ से देखा है उसको
हम शमां जलाना भूल गए
दिल थाम के ऐसे बैठे हैं
कहीं आना जाना भूल गए
अब आठ पहर इन आँखों में
वो चंचल मुखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रेहता है

बरसात भी आकर चली गई
बादल भी गरज कर बरस गए

बरसात भी आकर चली गई
बादल भी गरज कर बरस गए
पर उसकी एक झलक को हम
ऐ हुस्न के मालिक तरस गए
कब प्यास बुझेगी आँखों की
दिन रात ये दुखड़ा रेहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रेहता है
अफ़सोस ये है के वो हमसे
कुछ उखड़ा उखड़ा रेहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रेहता है.

मेरे सामने वाली खिड़की में एक चांद LYRICS

Are Hai..
La La La…

Hmm..He..
Mere Samne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
Mere Samne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
Afsos Ye Hai Ke Wo Hamse
Kuchh Ukhda Ukhda Rehta Hai
Mere Samne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai

Jis Roz Se Dekha Hai Usko
Ham Shamaa Jalaana Bhool Gaye
Us Roz Se Dekha Hai Usko
Ham Shamaa Jalaana Bhool Gaye
Dil Thaam Ke Aise Baithe Hain
Kahin Aana Jaana Bhool Gaye
Ab Aath Pahar In Aankhon Mein
Wo Chanchal Mukhda Rehta Hai
Mere Samne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai

Barsaat Bhi Aakar Chali Gayi
Baadal Bhi Garaj Kar Baras Gaye

Barsaat Bhi Aakar Chali Gayi
Baadal Bhi Garaj Kar Baras Gaye
Par Uski Ek Jhalak Ko Ham
Ai Husn Ke Maalik Taras Gaye
Kab Pyaas Bujhegi Aankhon Ki
Din Raat Ye Dukhda Rehta Hai
Mere Samne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
Afsos Ye Hai Ke Wo Hamse
Kuchh Ukhda Ukhda Rehta Hai
Mere Samne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai.

Music Video Of: Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand 

Related posts:

  1. Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics – Shaan
  2. Khiza Ke Phool Mere Naseeb Mein Lyrics – Kishore Kumar
  3. Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Lyrics – Kishore Kumar
  4. Samne Yeh Kaun Aaya Lyrics – Kishore Kumar

Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand Lyrics Meaning

Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand is a popular bollywood song performed by Lata Mangeshkar. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.

Frequently Asked Questions

Who sang Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand?

Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand is sung by lata mangeshkar.

Which album contains Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand?

Album information for Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand is currently unavailable.

What language is Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand?

Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand is a bollywood song.

Can I read Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand lyrics online?

Yes, you can read the complete lyrics of Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand online on ASOM Lyrics.

Where can I find more songs by lata mangeshkar?

You can browse more lyrics by lata mangeshkar and discover related songs on ASOM Lyrics.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Disclaimer: ASOM Lyrics provides song lyrics for educational, informational and personal use purposes only. All song lyrics, artist names, album names and related trademarks belong to their respective owners.

Copyright Notice: If you are a copyright owner or authorized representative and believe that any content on this website infringes your rights, please contact us through our DMCA page. We will review and take appropriate action promptly.