| Singer | Shabbir Kumar |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Aandhiyan |
meri maa ne bataya hai
yahi mujhko sikhaya hai
meri maa ne bataya hai
yahi mujhko sikhaya hai
kisi se na kabhi darna
jo dil bole wahi karna
meri maa ne bataya hai
yahi mujhko sikhaya hai
kisi se na kabhi darna
jo dil bole wahi karna
meri maa ne bataya hai
yahi mujhko sikhaya hai
are logo zara dekho
ye kaisa kam kar dala
sharifo ne sharafat ko
yaha nilam kar dala
jise dekho wo chehre
pe naya chehra lagaya hai
meri maa ne bataya hai
yahi mujhko sikhaya hai
kisi se na kabhi darna
jo dil bole wahi karna
meri maa ne bataya hai
yahi mujhko sikhaya hai
mere daddu bade ache
jara jhuthe jara sache
koi inko na pahchane
inhe to bas khuda jane
mere daddu ka afsana
meri maa ne sunaya hai
meri maa ne bataya hai
yahi mujhko sikhaya hai
kisi se na kabhi darna
jo dil bole wahi karna
meri maa ne bataya hai
yahi mujhko sikhaya hai
main sachai bata dunga
sabhi parde hata dunga
main pagal hoon deewana hoon
main apno mein begana hoon
magar sar pe mere har
pal uski mamta ka saya hai
meri maa ne bataya hai
yahi mujhko sikhaya hai
kisi se na kabhi darna
jo dil bole wahi karna
meri maa ne bataya hai
yahi mujhko sikhaya hai.
Meri Maa Ne Bataya Hai is a popular hindi song performed by Shabbir Kumar. The song belongs to Aandhiyan and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Meri Maa Ne Bataya Hai is sung by shabbir kumar.
Meri Maa Ne Bataya Hai belongs to the album Aandhiyan.
Meri Maa Ne Bataya Hai is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Meri Maa Ne Bataya Hai online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shabbir kumar and discover related songs on ASOM Lyrics.