| Singer | Udit Narayan |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Aur Pyaar Ho Gaya |
meri saanson mein
basa hai tera hi ek naam
teri yaad humsafar subah o shaam
teri yaad humsafar subah o shaam
meri saanson mein
basa hai tera hi ek naam
teri yaad humsafar subah o shaam
teri yaad humsafar subah o shaam
tu mere din mein raaton mein
khamoshi mein baaton mein
baadal ke haathon mein
bhejoon tujhko ye payaam
teri yaad humsafar subah o shaam
teri yaad humsafar subah o shaam
meri saanson mein
basa hai tera hi ek naam
teri yaad humsafar subah o shaam
teri yaad humsafar subah o shaam
aankhon mein tasveer hai jaise
tu meri taqdeer hai jaise
us dil se is dil tak aati
dhadkan ki zanjeer hai jaise
aankhon mein tasveer hai
jaise tu meri taqdeer hai jaise
us dil se is dil tak aati
dhadkan ki zanjeer hai jaise
khwaabon khwaabon
tu mile na jaane kya hain silsile
palkhon par ye pyaar ke
na jaane kitne gul khile
tere khwaab sajaate rehna
ab hai mera kaam
teri yaad humsafar subah o shaam
teri yaad humsafar subah o shaam
meri saanson mein
basa hai tera hi ek naam
teri yaad humsafar subah o shaam
teri yaad humsafar subah o shaam
ho ho…
phoolon par shabnam ki nami hai
rangon ki mehfil si jami hain
mausam bhi manzar bhi main bhi
kehte hain bas teri kami hai
phoolon par shabnam ki nami hai
rangon ki mehfil si jami hain
mausam bhi manzar bhi main bhi
kehte hain bas teri kami hai
baagon mein hum jo milein
to gaayein saari koyalein
mehke saara ye samaa
havayein mehki si chalein
teri khushboo se bhar
jaayein kaliyon ke ye jaam
teri yaad humsafar subah o shaam
teri yaad humsafar subah o shaam
meri saanson mein
basa hai tera hi ek naam
teri yaad humsafar subah o shaam
teri yaad humsafar subah o shaam
tu mere din mein raaton mein
khamoshi mein baaton mein
baadal ke haathon mein
bhejoon tujhko ye payaam.
Meri Sanson Mein is a popular hindi song performed by Udit Narayan. The song belongs to Aur Pyaar Ho Gaya and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Meri Sanson Mein is sung by udit narayan.
Meri Sanson Mein belongs to the album Aur Pyaar Ho Gaya.
Meri Sanson Mein is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Meri Sanson Mein online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by udit narayan and discover related songs on ASOM Lyrics.